markeet k sath zid nahi lgani chheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet k sath zid nahi lgani chheay
    helo dear apko aik advise daita hun k jb ham forex markeet mai enter hoty hain tu ham jazbaat say khail rahy hoty hain markeet mai aur jab hamra order loss mai chla jay aur usmai app ko loss ho jay tu ham jazbaad mai aker zid kar beth ty hain k ab ham nay recovery karni hai aur uss recovery k chaker mai ham apna sara account wash kar betthy hain aur phir hamry pas trader krny k leay bhi belnce nhai hota jab aik dfa apka stop loss hit hojay tu apko again jaldi order lgana nahi chheay apny mind ko fresh rkh kr kam krna chheay aur jazbat say nikl kar kam krna chheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai both he acha post hy ap ka lakin hum log market sy zid kr he ni sgty agr ya krny ki koshs b krain gy to loss humra he hy bhai logh plz take iy easy and stay cool while you are trading and make your business at higher standard
    • #3 Collapse

      Dear frend ap ny bhot achi bat shaare ki hai agar hmara loss ho jaye to hmy jazbat ka muzahira nai karna chaye kun k forex mai kam karny k liye aqal ki zarurt hoti hai jazbat ki nai agar es mai koi apne jazbat dekhata hai to os mai os ka apna he nuqsan hai na k fore treading ka koi nuqsan hai.
      • #4 Collapse

        Bhai jee market se zid kar ap nay kis ka loss karna hai jb bhi is loss ho ga apka apna hi ho ga is ley market se zid ny balke us ki jankari hasil karni chaye tahke market ke trend ka pta lg saky aur market se zid lgany ki nobat bhi na aye
        • #5 Collapse

          Dear bhai app ny aik achi post start ki hay. ager app market ky sath zid lagay gay to us main lose app ko hi ho ga . market ka kuch lose nhi ho ga. bohat sy trader is zid ky wajah sy apni money lose kr chukay han. ager app ko market ki puri jankari nhi hay to phir app ka market ky sath zid lugna sirf or sirf raqam lose krna hy. jo kah apny app sy kuli dushmni hy.
          • #6 Collapse

            bilkul yehi baat ha hum loss mei trade dekhtay hen tou jazbaat mey akar zid baazi sey mazeed lot ghalat laga detay hen k pura krun loss ossi time then hum strategy ko chorr jatay hen isstarah humay loss hota ha
            • #7 Collapse

              g bro app sai farma rahy hain k ham ko markeet k sath zid nahi karni chheay kun k markeeet hamry kehny pay nahi chalti hai issi wja say iss say zid nahi karni uss say app ko he nuksaan uthana par sakta hai iss leay jab market sai na ho kam nahi karna chheay.
              • #8 Collapse

                ji haan forex market Mein Hamesha hum ne market ko follow karna hai Kare market ke opposite direction Mein Nahi Jaana jab tak aap market ko follow karte rahenge aapko market se profit Milta Nahi ayega isliye Apne Koshish Karna Hai Ki market ke follow karna hai aur uski direction Mein Apne order open karne hai
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikoum g dear aap nay teak kaha hai kay market kay against nhe jana chahaiy agr aap market kay against gay too loss ka account wash bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    je haan market mei zid tou ap ko barra loss dekhi amooman yehi dekha gya hay zyada loss hojay tamaam rules trader break kar deta hay cover krny kay chakar mei big lots lagata ha jazbaati hojata hay yehi loss ki wajah hay
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      Belkul bhai apki baat thek he ke hame market ke sath kabhi bhi zid nai lagani chahiye issay hame kafi nuqsaan hota he or zid ke chakkar me hum log apna bonus tak gawa dete he hum log itni mehnat karte he to hume market ko learn karne ke bad he trade lagani chahiye aaisa nahi he marke up he to up or down he to down hame har din ki market learn karni chahiye pher dekhna chahiye ke marke 2 ghante me kaha ja rahi he or 2 ghante me kaha gir rahe he phr trade lagana he behtr hain shukhrya
                      • #12 Collapse

                        g haan log jazbaat sey khail rahy hotay hen aor ya jazbaat sey khailna unn logon ko mehnga parr jta ha jo loss horaha ho ya hojay oskay abd jazbaat mey akar mazed ghalat trading kry loss ko barha len bewkfui ha jab ky loss ki root ko pakkrna chaye
                        :p Yes You Can Do :p
                        Honesty + Sincerity = Prosperity
                        • #13 Collapse

                          Yes dear ap theak kah rhy start ma mary say yaha mistake huti the ma anaylsis kar k trade tu kar tha but emotion control ni huta tha kabi kabi tu entry tab huti the jab market uth chuki huti hu so better hy k palay demo per apnay emotion ka contral kar k real ma trade kary.
                          • #14 Collapse

                            Haan g ap thek keh rahay ho me bhi aksar yeh ghalti krta hun agr meri aik trade loss main ja rahi ha to usko recover krnay k leay me jazbat main a kr bri lot lga lu ga jis say mera account bhi wash ho jata ha. 2 dfa meray sath aisa ho chuka ha lekin ab me nay mind bna lia ha k yeh mistake 3rd time repeat na ho. So apka mashwra bahut acha ha sb ko amal krna chaeay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han humen markeet ky sath zid krni chahey bilky humen jazbaat se nhi hosh sy kaam lena chahey lose bi hota rahta hai profit bhi hum apny ap par qabo rakhna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X