forex mai failur kia kary?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai failur kia kary?
    helo dear all friends mera aik dost hai ju 4 saal k bad bhi forex mai fail ho chuka hai ussky bary mai app kia advise karty hain wo isko shuru rakhy ya chor kar kooi or kam karly please guid karin wo boht he preshan hai usky mali halaat boht he khraab hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jab bhi kisi ko loss ho rha ho tu wo tu wo kuch month k bad isko start kary kun k ager wo isko chorta hai tu uski mehnat zyaa ho jati hai issleay issmai himat nahi harni chheay aur lgy rehna chheay phir he iss mai success ho ja skta hai .
    • #3 Collapse

      Dear frend mery khayl mai hmy kabi b hemat nai harni chaye or bar bar seekhny k liye try karni chaye kun k har haar k pechy aik jeet chupi hai or duniya mai koi b failar nai hota bus kuch log jaldi seekh jaty hai or kuch logo ko thora zayda tym lg jata hai .or asal failar wo hota hai jo apne khud sy haar jaye ya jeet ki umeed chore dy baqi duniya ki har koi mani nai rakhti.
      • #4 Collapse

        Failur kuch bhi nai hy bs mh at kro our kamyab ho jao our apni gakrio ko dobara na kro bs ya hi bat hy our kuch nai hya gr galtio ko dobara dhorao gy to phr to kbhi kamyab nai ho sgo gy but un pr countrol kr k ho sgty hy
        • #5 Collapse

          maray khayal main app ky dost ko chayia kah wo forex ky baray mian zadia sy zadia knowledge hasil kary aur pachlay 4 saal mian jo us ny forex pr mistake ki han un ko review karay aur us ko dorast krny ki koshsh kray. kuch waqat ky ly wo forex sy door rahy aur apni old mistake ko check kray. phir dobarah sy puri luggan ky sath forex trading start krday. Inshaullah wo trading main kamyab ho jay ga.
          • #6 Collapse

            4 saal tou aik business mey bohat barra time period hota ha tab tak nahe success huwa failure he hain tou ye oss trader ki apni big mistake ha k wo seekha kuch nahe time waste kea 4 years agar saath saath seekhta kamyab hota
            • #7 Collapse

              dear apk question bahut acha hay ap apnay dost say kahain k wo markeet ko choray nai balk kisi achay teacher say rabta karay aur forex learning k tamam asool ko yaad rakhay aisa karnay say umeed hay k wo aik din zarur sucess hoga wo fail is liye ho raha hay k wo asool pasand nai hay agar wo asool na choray ga to zarur kamyab hojayega.
              • #8 Collapse

                Jab office main Achcha business karna pasand nahi karenge aap isme regular kaam nahi karenge aap is se Mukammal fayda nahi le sakte hain aur aap yahan se kaam bhi kuch nahi kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  mai mai aik dafa ju bhi admi fail ho jata hai usko cheay k iss mai aik hafta trade na kary aur aik hafta yhi sochta rahy k iss nay kon sii galtio say trade mai nuksan kia hai wo apni mistake ko sahi kary phir usko nuksan nahi hoga,
                  • #10 Collapse

                    aslam o alikoum dear brother jo log forex trading main fail jo jaty hain un ko chahaiy kay wo forex trading ka knowledge achy say hasil krain
                    • #11 Collapse

                      insaan haar kar he seekhta hay agar koi 4years se failure hay eska matlab hay usnay seekhnay ko tawajo nahe di 1year ka experience itna hojata hay kay insaan kaaf knowledge aur sills haasil kr leta ha phr fail nahe hota
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        Apka jo dost 4 saal say fail ho chuka ha meri usko yeh advice ha k wo forex ko seriously lay aur forex ki basic concepts achi tarha clear kr k demo account pay practice kry. News analysis aur use of indicators pay skill hasil kray. Agr wo in bato pay amal kray ga to mera nai khayal k usko forex main nakaami ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading easy task nahi jesa k log samajhtey hain. yahan aap ko join kartey hi profit nahi milna start ho jata hai kafi time invest karna parta hai tab trading ki samajh ati hai aur us ka knowledge aur experience milta hai. is liye patience rakhein aur hard work karein to aap failure ko success mai convert kar lo gey.
                          • #14 Collapse

                            bhai bohat heraangi ki baat ha 4years se ap ka dost forex mey kamyab nahe huwa mera behtreen mashwra ha jo k usko shuru mei krna chaye tha abhi bhi wo kisis senior ki help le analysis krna seekhey trading strategies ko seekhey
                            :p Yes You Can Do :p
                            Honesty + Sincerity = Prosperity
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex ek business hai jis me loss aur profit chalta rehta hai ye ni ho sakta k us ko loss ho raha hai kabhi us ko faida bhi hoa ho ga ni to koi 4 saal tak loss me trading ni kerta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X