lose k baad bhi hamain forex main beleive karna chaye ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose k baad bhi hamain forex main beleive karna chaye ya nai?
    dear members hamain kaafi had tak lose k baaad bhi forex main beleive karna chaye ya nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear member of pak forex duniya mai hazaro kam aisy hai jin ko jab hm karty hai to os mai loss b hota hai or profit b to kia jin jin kamo mai hmy loss hota hai hmy un py belibe nai karna chaye ?esi yarha forex b aik bussines hai jis mai kabi loss hota hai kabi profit es mai belive na karny wali to koi at he nai hai.
    • #3 Collapse

      Dear forex ak aesa field hay jis may ak bar b koi banda enter howa to loss honay k baad b wo forex may oor paisay invest karnay ka sochta hay q k usko pata hota hay k agar ak baar haar gaya hoon tu dosri baar profit hi banaonga or isi tarha wo forex field se kabhi b nahi nikalta.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Dear forex trader , saray work jis main profit hota ho us main lose ky be unitany chance hotay jitnay kah profit. ager app ko aik dafa kise kame main lose ho ga to may be next time us maim lose ky sath sath utina profit be mil jay jo us lose ko pora kr day jow app ny kia hay . maray khayal humian forex mian lose honey ky bad us py beleive krna chiyia aur apni mistake ko pakrna chiyia.
        • #5 Collapse

          Forex pr ham ko loss hota hy to ohr bhi ham is ko nai chorty hy hamy is pr bhot zeada yaken hy k is or ham lern kr k hard work kr k is sy bhot zeada peay bna sgty hy is liya ya kam ham nai chorty hy our is or belive bhi ham krty hyis kam my ham ko bhot zeada faida hy ya bhot hi acha kam hy ham is ko krty hy to ya bhot hi acha hy
          • #6 Collapse

            insaan loose kark he seekhta ha osko samajh aati ha kya mistake thi oski wajah kya thi loss kyon huwa then osko mehnat krni chaye seekhnay ki taraf jana chaye oskay bad wo believe karen k kuch bhi na mumkin nahe hota ha
            • #7 Collapse

              Forex pump working karte hain wo Humein usne nuksaan ke sath sath Kabhi Jyada profit bhi ho sakta hai Jitna yahan par nuksaan hai uthna hai Jyada isme profit bhi ho sakta hai management ki last hoti hai
              • #8 Collapse

                duniya ka koi bhi asa kaam nahe hay jahan loss na hota ho loss tou karobaar ka hissa hay loss karkay ye matlab nahe hota hay ap forex pe believe na karo mehnat karo achay ki koshish karo ap bhi kamyab ho sakaty ho
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  bhai loss ke bad ki bat he pehle to hame market ka pata hona chahiye forex me kam kaise hota he or phr hame trading start karni chahiye q ke zyada tar forex me loss unnhi logo ka hota he jo lalach me hote he or unnhe trade ka pata nai lagta ke trade kaha lagana he or kaha nai lagana is chakkar me forex se wo loss me he jate he or jo market learn krte he rozana wo forex pe belive bhi karte he or ussi se apna profit earn krte he shukhryaa
                  • #10 Collapse

                    loss aur profit dunya k har business main hota hai..koi aisa business nhi hai jis main loss aur profit na ha..isi tarah dosry business ki tarah forex main bhi loss aur profit dono ho sakty hain.. agar forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur trade leny sy pehly market ka analysis achi tarah kiya jate to loss k chances kam ho jaty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      kyon nahe loss ap ko kabhi ya nahe kehta ky ap himmat haar do aor loss kar kry believa na kro forex pey kamanay ki loss aik lesson jasa ha ap ney osko samjah lya gor kea loss ki mistakes ko suljha lya ap best trader hogay
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X