Role of learning in forex..............
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of learning in forex..............
    Dear forex mein humain zayada se zayada learn karain aur apnay waqt ko qeemati banatay hua forex mein agay se agay barhain aur success hasil karain aur agar humain forex learning mein kisi se help bhi leni paray tou zaroor lain aap kya kahain gay please comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Learning ka ak eham role hotay har chez may q k learning hi kamyaabi ki zamanat hay jub thak ap kisi chez ko sahi tareekay se learn nahi karty tu apko us may kamyaabi nahi milti simillarly forex b ak aesa firld hay jis may buhot ziyada learning ki zarorat hoti hay tab ja k ap forex may kamyab hotay ho.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Members forex ma learning bht important hai trading without leqrning aisa he hai jesy swimming na ati ho aor samundar ky ander chalang lga di jay trading ma humen skills chye strategies ka istemal krna ata ho pending orders kahan place krny chyen in sub baton ka pta hona chye
      • #4 Collapse

        Dear member aap ki baat bilkul sahih hai aur iss dunya mein kisi bhi field mein kamyabi hasil karnay kay lye humain uss field kay baray mein knowledge hasil karna parta hai aur forex mein bhi aisa bahut zaroori hai warna humain kuch hasil nahin ho ga
        • #5 Collapse

          Dear member fprex aik aisa kam hai jis mai ap jitna seekhy gy itna he ap ko faida hai hmy jaha sy ho saky es ka khowlage hasil kary or khid sy senior sy es bary mai discuse kary kun k jitna hmy eay read kary gy es k bary mai discation kary gy otna hmari learning mai ezafa ho ga or hm seccsesful rahy gy.
          • #6 Collapse

            dear Forex trading role of learning coffee Zyada hai agar Hum Apne Forex trading account par Jo Hamara instaforex wala bonus account hai uske Pehle Hum learning Kare aur uske baad Agar hame koi trade setup mil Toh agar Hum usme entry le To Hame Kasi Achcha bonus profit on hoga lekin Uske Alawa 6mg entry se I am a loss ho sakta hai isliye Hame chahiye ke hum jaldi Forex trading mein trading kare money management risk reward ratio ko calculate Karke Phir Hame Apne bonus par lot Lagani chahiye
            • #7 Collapse

              Forex aik bahut stable business hai..is main kamyabi k liye forex ki basics ko deeply learn karna zaruri hai..aur newbies ko demo account per practice karni chahye.. pak forex forum main thread aur post ko read out karna chahye..is sy forex k bary main acha knowledge mily ga..daily basis per forex k mutalaq books aur videos ko dekhna chahye..
              • #8 Collapse

                bhai jan forex ko learn krna bhtr zarori hai apko market ma sirf candle stick pattern ko he kay len is ki itni kismen hain ky apko saalo saal lg jain gy smjhny ma lkn apko isko bhi smjhna hai market ky trend finding ko bhi smjhna hai apko markert ky indicators ko bhi smjhna hai market ki history ko smjhna hai market py asar andaz hony waly awaml ko bjhi zehn ma rakhna hota hai apko market ki economic news aor events ko bhi view krna hota hai yeh sub learning bht ahm hai
                Acha kaam achy daam
                • #9 Collapse

                  Learning ka zindgai k har department m hy Forex mn
                  T bohat ziada ho jata hy q k yehan ap ko quick profit ya quick loss hota hy
                  Kisi other business mn t ye hota hy k ap ny agr learn nae kya t ye hota hy k ap ko profit nae hota but ap ke investment phir b safe rehti hy
                  Mgr Forex mn t learning k bghair ap ko loss ka b samna krna parta hy
                  • #10 Collapse

                    Salam dosto forex ka sekna bahot zarori hay kio k agar hum baghar sochay samjhy forex mein kam kary tu profit lost ka zayda sabab ban jata hai is kliya forex ka basic learning level Ko lazmi sekna chahiya is ka bad hum kamyab hojay gay
                    • #11 Collapse

                      Ahisa he a g forex m learning ka role Boht emhiiat ka hamal a Wesy b Koi b kam Ap learning k begair ni o skta lekan forex m to direct ap ka sarmaya loss o skta a is liey forex m learning Boht zroori a
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein learning back bone hai success ki means Forex trading achi kerni means successful trader banna hai to Forex trading ki learning achi kerni hogi then hi hum Forex trading business me successful ho sake gey achi earning ker sake gey means without learning Forex trading business mein success possible nai.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein learning buht zaroori hy agr ap ko kise kaam ka pata hi nhi hy tu ap us kaam ko kis traha kar saktay han aur forex trading business ko bhi Karne k liye forex trading ko snamjhna aur sekhna parta hy aur forex trading ki ap yahan se bhi ho hasil karni cahaiye learning kar k hi earning kar saktay han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein agr kaamyaab hona hy tu forex trading business ki learning zaroori hy kiok agr forex trading business ki learning nhi ho gi tu ap forex trading business ko achy taareeke se nhi kar saktay kiok ap js kaam ko karain gay us kaam ko samjhna ho ga aur samjh kar sekh kar karain gay tab hi kaamyaab ho saktay han aur forex trading mein js se aur yahan se bhi learning milti hy hasil karoo learning ho gi tu profit earn kar saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X