dosto kuj trders ko kafi arsa ho chukka hota hae trading men mgr unko phr b loss aa raha hota hae. aur unhon ny kafi study ki hoti hae forex ki aur kafi books parhi hoti hain mgr phr b wo loss men hi hoty hain to suno uski wajuhaat ye hain.
1.forex discipline ki violation. expert trader ko loss is wajha sy ata hae k unko pta hota hae k aisa ni karna ye act forex discipline k khilaaf hae mgr wo forex discipline ki violation karty hain aur violation k pechhy b unki "lalich" hoti hae, for example unko ik bahot hi acha trade setup mil gia jo k 100% theek hae satritigy k lihaz sy b aur trend k lihaz sy b to unky moon men pani ajata hae aur wo iss opportunity sy bharpoor faida othany ki khatir bahot hi barri lot open kar dety hain to jaisa k apko pta hae k forex k technical analysis k bary men koe baat b 100% darust ni hoti to wo trade roteen sy hat k move karti hae aur lot barri hony ki wajha sy wo expert trader shb thuk jaty hain.
2. experienced trader ik aur ghalti karty hain wo stop loss lagana baz daffa miss karty hain markeet k wapis any ki omend py aur phr markeet unky sath jo hashar karti hae unhen kabhi ni bhoolta.lehaza stop loss ko lazmi lagain chahy fasly py hi laga den.
3. experienced traders ka apni ghaltion ko baqaida note book men note na karna q k wo ye sochty hain k ye ghalti mujhy yaad rahy gi mgr note na hony ki wajha sy wo bhool jati hae aur wo phr dokha kha jaty hain.
points to aur b kafi sary hain mgr sirf important points nashhar kiay hain tan k shahid k uttar jaey kissi k dill men meri baat.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим