Signals ko daik kartrade lagana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    agar hum signals par trade karen gay to esmain zaroori nahi hota hay keh esmain earning karen gay so humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g han boht say log trade kar k sucess ho sakty hain aur part time main bi job kar sktay hain aur is forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi phar hi hum sucess hon gay aur is say hum earn karein
      • #138 Collapse

        yes yes app ko faida b hu sakta hi ager news galt hu sai to ap ko loss b hu sakta hi as lya sari trade news par ni huti kuch kam kahud b karna huta ha as lya ap apni as kam ma mahnat jari rakhy jb tak ap as ma kamyab ni hu sakty as lya achay sa karo
        • #139 Collapse

          forex trading me signals means ke jis ko hum forex language me indicators kehte he usko dekh ke trade kerna boht hi lazmi he q ke indicators hame future market trend ke bare me inform kerta he or us se hum market ko aasani se samaj sakte he ke market is waqt kaha ja rahi he
          There are no secrets to success. It is the result of preparation, hard work, and learning from failure.
          • #140 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nawabali پيغام ديکھيے
            forex trading me signals means ke jis ko hum forex language me indicators kehte he usko dekh ke trade kerna boht hi lazmi he q ke indicators hame future market trend ke bare me inform kerta he or us se hum market ko aasani se samaj sakte he ke market is waqt kaha ja rahi he
            ge han bhai hmein apen trading mein market ke signals ko smjhne ke lie indicators mein experience hasil krna hota he aur jb hm apne forex trading mein ache knowledge aur experience se apne trading krte hien aur apne market ke sahih trend ko smjh kr apne trading krte hien phr hm ko apne trading mein asane se boht acha profit hota he
            • #141 Collapse

              signals ki help say b hum kam kar sakty hain magr humain success hasil karni hay to hard work karna ho ga jis say market main kam karnay main achi earning hasil ho sakay low risk main kam karty hain to practice say ana ho ga jis say market main trade karna kafi sai rhta hay humain demo ko use kar kay hard work kar kay achy say kam karna ho ga
              • #142 Collapse

                hamain market main rules ko follow kar k hi trade krani ho gi ta k loss kam ho saky aur hum signal ko dkeh k bi hum achi trade lga skay gay aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur earning ho saky i
                • #143 Collapse

                  Signals mily ya na mily hamain apna kam har roz karna chahy g q k is main hamain he fida mily ga jo ap ko acha trade lagy os par kam krna chahy
                  • #144 Collapse

                    Dear ap thek keh rahe ho ap jitna acha seekho gy ap ko diea ho jaye ga k ap ne es business mai kese kam karna hai aur kese ap boht he kam waqt mai es busness ko ache se aage le kar cahl sako gy forex loss aur profit dono he ap ko deta hai ab ye ap pe depend karta hai k ap kese kam karte ho...
                    • #145 Collapse

                      jee haan bhai mujhy is main faida hota bh ha aur huwa bh ha lakin main kisi par depend nae karta main apny analysis use karta hu apny analysis sy ye faida hota ha k hmara aik tw trading main acha experience bh ho jata ha aur dosra ham ksi py depend bh nae karty
                      • #146 Collapse

                        Brother ager hum do teen jaga se signal verify ker k trade kerain to yaqeenan hum ko faida hota hai muje to kaafi dafa iss se faida hua hai mager ye b hundred percent security nahi hoti
                        • #147 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                          Brothers ya baten ap nay jub kabi saignls ko diak kar trade lagai ho to kia ap ko is main koi fiada bi mila ya nahn
                          Plz share your valuable opinion
                          Jab ham signals ko daikh kr trade lgaty hain to is sy hamain kabhi kabhi orofit bhi ho jata hai or labhi loss bhi hamain signals ko daikhny k bawajod bhi market ki news ko daikhny chaye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #148 Collapse

                            Jab signal mile tab hi trade karni chahiye kyon ke us ke ilawa ap ko loss ho sakta hai aesa mumkin hai ke ap ko Abhi point yani entry hi na mile aur enter ho jayen to ap ko loss ho ga
                            • #149 Collapse

                              Ho sakta hay k signal par trade lagane se humay faida ho par humay zada tar khud se trading karni cahiay jo humary luay faide mand ho sakti hay is liay humay cahiay k him kisi dosre par depind na kary
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dekhen depend krta hai k ye jo signal ap le rhe ho wo kis person se le rhe ho agar wo trader waqai bht kamal hai jiska signal apko 80 to 90% bhi win krwata hai to its means wo apko faida dilwayega but me recommand karunga k ap apna he analyse kr k trade karen wo zada best hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X