Signals ko daik kartrade lagana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear forex business mien without trend trade kerna mean blind walk he jo bohut risky he.humein just indicators ki help se forex market mein entry point find kerna hota he and with proper stop loss to avoid big loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex is very nice business in this world bhai jan jaha tak mjhay lagta hai k signals ko b read karnay ka koi na koi tareeka ho ga jiss ki wja say usay dekh kar aap trade lagatay hain agar aap is ko samjh kar trade lagae to faida zror ho ga. me like this business.
      • #93 Collapse

        foreX TRADING MAIN TRADE KARTAY WAQTR GAR AAP ISS MAIN INDICATORS KAY SIGNALS KO DAIKH KAY TRADING KARRAIN GAY TO AAP KO ISS MAIN PROFIT HO GA KUNKEH SIGNALS 90 PLUS RESULT DAYTAY HAIN JIS SAY HUMMARAY LEAY TRDE LAGANA AASN HO JAATA HAY
        • #94 Collapse

          scammer always want to take your money so you can be fooled when using the wrong signal. I do not believe in the advertising or on the buy signal introduced from other traders so I think the better we should learn
          • #95 Collapse

            dear mai tu signals pe believe he nhn karta just apnii aur apne mind k mutabik trade karta hon ap ko cahiye k ap ayse he karo aur apna faida haisl karoa ur apnii life ko enjoy karo aur acha eanr karo...
            • #96 Collapse

              Signals se hum help tou zror le sakte hai or is me koi burai bhi nahi kay ap signals ko read kar k apni trading karain lekin ap ko apni skills par bhi trust karna chahiye agar apne achi training li hai or trading ko samjha hai tou apko acha khasa profit hoga
              • #97 Collapse

                My dear brother assalam,o,alaikum yes dear you are right to say about the thread signals ko dekh k trade krna warna loss b hoskta hia
                • #98 Collapse

                  newbies signal ko follow kr skty hain q k wo forex mein new hoty hain.jin k pass experiance hota hai un ko signal follow krny ki kya zrurat hai.un ko self effort se trading krni chaiye.
                  • #99 Collapse

                    g han jo chart hota ha wahan dekha jata ha k market kis traf ja rahi ha up ha ya down ki traf is k liye indicator kafi help karty hen us se signals ko samjhny men asani hoti ha
                    • #100 Collapse

                      Saray expereince trader yehi kehta hain ke signals ko check karina, indicators ko use karian , phir trade karian magar ye nai batatay keh in signals aur indicators ko use kasay karna hay, mujhay aaj tak kisi nay ye secret nai bataya hay, ho sakta hay keh main khud hi seekh jaon lekin aisa kam hi hota hay, aap ko lazmi kisi say seekhna paray ga,
                      • #101 Collapse

                        bro signal sey aap kuch dair k liey earning to kar laite ho par aap lakeer k fakeer hi bane rehte ho is liey signal sey acha hey hum khud markit ko anayise kare or trade krin is sey hamre ilam main azafa ho ga or hum success full trader baney gain
                        • #102 Collapse

                          brother signals ko dekh kar trading toh karni chahiya magar signals se sirf aur sirf idea lena chahiya yeh nahi karna chahiya k app totally signals par depend karien aur blindly trades lagayien asa nahi karien bilkey khud b analysis karien.
                          • #103 Collapse

                            • #104 Collapse

                              agar ap forex ki trading busienss mein fully experience full hain to ap daily ki kafi ziada earning kar sakty hain because aik din mein be kafi saaray signals banty hain samjhnay waly trades karty hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex ki trading business mein signals ko deekh kar trade karni chahye because is say faida ye ho ga kay ap ko loss kam say kam ho ga aur ap ache earning in proft be kar lein gay it is true.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X