forex trading k liy indicator ki accuracy kitni hy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading k liy indicator ki accuracy kitni hy ?
    Forex ki markete main indicators kia kbi ghlt bi ho jaty hain ya 100 % sahee hi hoty hain ,agar 100 % sahee hoty hain to kon kon sy indicators sab sy ziada kamyab hain trading k liy ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ne dekha ho ga k market mai koi bhi indicator ap ko 100% result ni deta ais mai ye hai k hum ko kabi achi trade mil jati hai apr kabi ni milti. Kun k jitny bhi indicators hai wo aik hisab se kaam karty hai. Kuch indicators hai jo range mai kaam karty hai aor kuch hai jo sirf trend mai kaam krty hai hum ko trend k hisab se indicator use krna chaye.
    • #3 Collapse

      Dear indicators ka matlub hota hay indication dena yani k forex trading k indicators apko forex currency pairs k differents charts par trading k trend ko indicate karta hay k kub or kahan par buy karna hay or kub or kahan par sell karna hay, lekin indicators ko samjhnay k liye forex trading ka kafi knowledge darkar hota hay.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Hi mate! Indicators forex trading ke current trends se hi bantay hain. So, indicators ki accuracy ke baray main ksi ko koi shak nahi krna chahiay. Han ye zaroor hota hai ke future trends jo hum ne apne dimagh main soch rakhay hotay hai wo galat ho saktay hain es main indicaotrs ka koi qasoor nahi hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Forex market mai price ke movement ke waja sy he indicitors ap ko trading signal daite hai . in ke accuracy b zaroori nai hai har dafa theek he ho . accuracy kafi trah kay market factors per depend karti hai aur koi indicator b 100 percent accurate nai hai iss liye achay traders trading kay doran signals kay liye 2 ya phir 3 indicators istaimal karty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X