"what is main weakness of new traders"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    agar forexx trading main news laag jain to bohat zayada earning ho jatiii hay or agar hum earning nhi kart to aap ko loss ho jata hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      main nain forex kain baray main bohat suna tha paar is ko kabhi karnay ka dil nhi kia tha likin aj main nay forex ko joiin kaar lia hay or main is main acha trader bano gaaa
         
      • #213 Collapse

        bhai jaan forex trading mai sub sy ziada new comer ko is cheez ka hota hai kyun k is mai un ki main weakness ye hoti hai k un ko ziada knowledge nahi hta. trading k barty mai.or un ko ziada experience bhi nahi hota about trading.
         
        • #214 Collapse

          news trading ki sub saay barii kamzorii ye hotiii hain keh iss main yaeh pata nhi chalta keh markket up side jain gii ya down side
             
          • #215 Collapse

            main nay abhi forex ko new new join kia hay or main nhi janta keh forex kesa business hay but main is main kamyab hona chahta hun or mera koi saisa background nhi hay..
               
            • #216 Collapse

              ap ke hisaab say forex aiik bohat acha business hay agar aap is main mehnant kartain hain to.....
               
              • #217 Collapse

                new trader me yehi galtiya hoti hai ke wo laalach b bht karta hai .our isy zyda learn nhi karta trading ko demo account se.our na hi isy samjhny ki koshish karta hai .ye bht hi profitable business hai mgr isy laalach karty hoy loss b hos sakta hai
                • #218 Collapse

                  new user ke 3 main reason hai loss ke ,.,.
                  1- knowledge nhi huga,.
                  2- skills nhi hungay,
                  3- experience kam huag,.
                  • #219 Collapse

                    newbie ma ya kharabi hoti ha thora sa seekh ka samajata hain hamaon sub kuch aa gaya ha yaha wo sub sa baree galti kara hain kio ka seekhna kabi b khatam naheen hota.. her roz koi new cheez seekhna ko milte ha so b experiecne in trade and do trade...
                    • #220 Collapse

                      jee bro forex main jo weakness new traders main hoti hian woh yh hoti hian keh new trader learning na laty hian aor na hi woh hard work krty hain keh woh trading main sekh kr kam krain woh asiy without experience kam krty hain to loss ho jata ha
                      • #221 Collapse

                        bhai new users ki sab sy weakness ye hoti hai k un k paas ziada knowledge or ziada experience nahi hota .is lye wo forex per trading laga daity hai.un ko market rate ka pta nahi hota jo un k lye loss ka sabab bun sakta hai.
                         
                        • #222 Collapse

                          I can give more importance on practical experience which we can get from continuous demo/real trading. The knowledge and experience we can able to gather through practical trading can make us more skilled and experience. Without practice we can not able to get the real experience of this trade.
                          • #223 Collapse

                            i think new traders ki weakness ye hai k wo boht greed main aa jaty hain or thori dair main ziyada sy ziyada profit earn krna chahty hain is liye wo nakaam ho jaty hain
                            sh shah
                            • #224 Collapse

                              new trader ki weakneess buhut hi ziyada hoti hi koinkay us ko forex trading kai bary mai knowledge and information ziada nahi hoti hai aor us ko trading ka khaas pata nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                friend forex trading mai new traer koi weaknees buhut hi ziyada hota hai jis mai aik yeh kai un ko knwledge and information nahi hota hia forex trading kai bary mai jis say us ko loss hota hia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X