trading sey haasil kiey gaye profit ko timely save krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading sey haasil kiey gaye profit ko timely save krna
    members trading k dauraan jab hamein profit hota hy to bajaye usay kisi doosry account mein transfer krny ya withdraw krny k ham usay rehny detey hain aur baaz dafa trading k dauraan loss is hadd tak pahonch jata hy k us profit ko bhi saath ley jata hy to plz apny profit ko time sey save kr liya krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear sab se pehli baat to ye hai k hamen trading ko seekh kr gi krna chahiye aisa un logon k sath hota hai jo trading gambling k sath krte hain, unhen agar aik trade men profit hota hai to dusri men unhen profit ka bhi loss ho jata hai aur apne capital men se bhi loss kr dete hain, warna expert traders to monthly ya weekly hi withdraw krwate hain.
    • #3 Collapse

      G brother app ki baat theek hy our humean us profit ko phely withdraw kerna chahy our pher next trade lagani chahy jab app ka profit app ko skrills ya kisi bhe payment method py mil jaey pher wo safe ho ga
      • #4 Collapse

        G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k ais mai ye hai k hum agar trading karty hai to hum ko ais mai thora bhi profit ho raha ho to hum ko close kr dena chaye ya hum ko sl lazmi lagana xhaye ais se ye hai k humra account bhi safe rehta hai. Agar humra account 1k ka hai to aus k hisab se lot use karni chaye.
        • #5 Collapse

          dear apki baat bilkul theek hay agar ham sab ap ki post pay amal karain to hamain is main faida hai q k forex aik aisi markeet hay jis main lose haonay ka kuch bhi pata nai chalta hay agar ham sab apni profit ko save kar lia karain to is main hamara bahut faida hai warna account wash k k sath hamara profit bhi jata rehta hay is liye is baat say bacna chaye.
          • #6 Collapse

            Dear trading k dauraan haasil kiey gaye profit ko save krny ka sb sey aasan hal aur tareeqa yehi hy k usay withdraw kara lein agr aap aisa nhi krty to doosra option ye hy k apny kisi doosry account mein profit ki amount transfer kr dein ta k agr trading mein loss ho bhi jaye to atleast earn kia hua profit to bacha rahey
            • #7 Collapse

              Trading se jo bhi profit hasil ho usay time se save mean withdarw kara lein koun ke is se apki trading tu ap ni ki thi us ka ap ko phal mil jay ga jis ki wjh se ap khushi khishi mazid mehnat se trading karte jaein gy aur is busniess se faida hasil karte rahein gy ap nay wo profit sace na kia aur aur kisi wjh se loss kar gy tu ap ke ley bahat mushkil ho jay gi
              • #8 Collapse

                Profit ko itns zaida hold mat karen ke wo bobara loss ki tarf chala jay aur jb ko trader aik bar profit hasil kar ke phr usy kho deta hai tu us ki pershani dekhi nai jati is ley jb bhi koi profit mily tu usay foran niklwa lein aur dobara esay ho kar trading karen
                • #9 Collapse

                  Profit ko withdraw kerna ya na kerna trader ki apni merzi hoti hai kuch traders sath sath withdraw kerte jate hain or kuch traders apna capital big kerte jate hain or mere khayal me capital big kerna chahye or withdraw b ley but 40% or 60% reinvest kerte jaye is terha dono kam aik sath hote jaye gey.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Bhai agr hum withdrawal time to time krwaty rhain gy to hum ko economic tor py b faida ho ga aur hum main aur zaida lagan paid ho jya gi profit earn krnu k lia

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X