"Greed the Most Dangerous Emotion"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    gee bilkul ap na bilkul thk kaha hy forex ek boht he acha business hy or boht profitable business hy mugar jb is ma greed involve ho jati hy to is ma humen loss ka sivs or kuch ni milta is lea meri ye sub sa request hy k greed ko avoid kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yes jetna bhe ziada greed karey gey to etna he ziada loss honey chance hai is leye ap ko c hahey key greed sey door he rahey to best hai phir ap acha result hasal kr saktey hai aur forex trading me agey tk ja saktey hai....
      • #168 Collapse

        dear friend ya bat to forex ka har trader janta hai kay greed lagana khbhi khbhi bohat hi zada khtrnak sabit hota hai app is ki waja say apna bohat zada loss kar bathty hai to mai app ko ya hi kaho gi kay greed say dorr hi rahin
        • #169 Collapse

          bhai jan greed forex main Dangerous hai kuin hum is say door reh kar trade kare to hum k liye acha hai is say hum ko is mian nuqsan ho sakta hai is liye ..
           
          • #170 Collapse

            greed aik aisi bemari hai jo k insan ko lg jaye to kbi b khtm ni ho sakti business is ki wja se tbah ho jaty hn akser dekha gya hai k log jb apny business me ya forex trading k business me lalach krna shuro kr dety hn to tb se he unhe loss b hona shuro ho jata hai to aik kamyab business k lye greed ko avoid he krna chaiye
            • #171 Collapse

              g bilkul greed buht hi dangerous emotion hy huamray liya humaray future k liya q k can be ki waja se humain buhtt zayada loss ka smana karta parta hy....agar hum is actually per control rakhy gy to be able to hum success tak zaror pohch paycheck gy wrna hum kabhi b kamyabi hasil nai kar pay gy......
              • #172 Collapse

                Greed is most dangerous thing and we can control emotions in the market when we are using small leverage and in this way we can make positive pips in the market easily and become successful. Trade with good experience we become successful.
                • #173 Collapse

                  being emotional and greedy in forex, is the worst thing as it may become able to wash your account and make you at miserable level. so always try to help others in controlling emotions and greed while trading
                  • #174 Collapse

                    je haan forex mein greedy karna buhat he danger hai ap k liye aur jaldi mein be koi trade na lagae nahi tu ap ku big loose be ho sakta hai aur kosis karay forex mein mind se kaam karay thankful for question
                       
                    • #175 Collapse

                      forex trading business main greedy log survive nahin kar paatay greed humari dushman hai ager aik trader greedy ho jaata hai to woh yahan market ko sahi tarah analyse kiye bina big risk leta hai jis se us ko big loss ho jaata hai.
                      • #176 Collapse

                        ji haan dear mai aapki is baat say agree karti hon and aapnay bhut hi achi advice di hay and hamy chaiye kay hum is ki follow karen greed aik bhut bori balaa hai ager hum forex mai greed karen gay to hum profit kabhi bhi nahi kamaa pain gay her time hamay nuqsaan hi hogaa s liye hamya chaiye kay hum greed naa karen.,...............
                        • #177 Collapse

                          greed humein forex main bohat loss deti hain. zayada tar trader iss greed ki wajah sey apnay account blow out kar letay hain. main bhi iss greed ki wajah sey loss kar chuka hon lakin main iss ko control karney ki koshish kar raha hon.
                          • #178 Collapse

                            bhai forex tarding business main ye dono hi bht ziada dangereous hain greed bhi or emotion bhi to hamain hardwork karna chahiye or hamain mehnat karni chahiye agar ham forex tarding business say success hasil karna chahtya hain or hamain greed ko or emotion dono ko control main rakhan cahhiye.
                            • #179 Collapse

                              g han app ne bilkul thek kaha hai aur men kahna chahta hun k hamen kabi b greed nai karna chahiye kiu k ager ham greed k sath kam karen gay to phir humen kabi b kamyabi hasel nai ho sake gi is liye mehnat k sath kam karna sab sy zyada zarori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forex trading business mein greed sub se dangerous thing hai or emotions b dangerous mistake hai but greed sub se bad mistake hai or trading mein hum ko in mistakes ko avoid kerna hai specially greed type mistakes ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X