Koi bhi open krtay hain to loss main open hoti ha. Reason?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhi open krtay hain to loss main open hoti ha. Reason?
    Dear me nay yeh observe kea ha k hum jb bhi koi trade lgatay hain means k koi order lgatay hain to wo loss main open hoti ha. I think broker apni commission ki fees deduct krta ha. Ap logo ka kia khayal ha?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai aisa hi hota hae aur ye broker k spread ki wajha sy hae main apko ik sada c misaal dyta hoon aap currency exchanger k pas ja k 30 rupy wala saudi rial 31 rupy men lety ho jab k uski markeet men qeemat 30 hae to defenately ap wo lety waqat hi 1 rupia loss men hon gy aur jab tak uski qimat 31 ni ho jati aap 1 rupia loss men hi raho gy.
    • #3 Collapse

      dear aap Jab Bhi trade open Karenge 2 is Surat mein aapko spread ka Samna karna padta hai spread broker ki taraf se hota hai aur broker Hume world forex market mein connection deta hai Jiske wo Hame Commission leta hai par trade ki sabse qk Hum International forex market mein read Karte Hain Aurat ke liye threading ke liye Kisi bhi currency pair pair Lord lene ke liye kuch na kuch Commission Dena padta hai lekin Mai bonus account per fixed spread ka Samna karna padta hai instaforexse bahut badi nemat hai
      • #4 Collapse

        Janab jo bi browker jo ap ko aik plate from muhea kr raha hy karobar kerny ka us ny bi to kuch na kuch earn kerna hy na to jb bi ap trade lgaty hi to ap ki trade kuch time loss main rehti hy wo jitny pips bi hoti us pips ka wo broker karobar ker raha hhota hy
        • #5 Collapse

          Hi mate! Ye es liay hota hai ke aap ne es main pair spead add nahi kiya hota hai. Matlab aap apni trade price main spead ko bi shamil ya calculate kr liya kro os ke bahd aap ki trade price up ya down honay per aap apna profit ya loss calculate kiya kro.
          • #6 Collapse

            Dear ap ny bhot achi exampal di hai ye bilkul aisa he hota hai jab hm koi tread start karty hai to os mai kuch profit broker b lety hai yahe waja hai k hmari treag loss k sath start hoti hai.
            • #7 Collapse

              Friends aisa hota is ley hai ke jo apka broker hota hai wo jo loss sb se ley show hota hai wo us ka spread hota hai jo us ko mil jata hai har broker ka currency ke lehaz se spread mukhtalif hota hai .is spread se koi inkar nai kar skta yeh har aik trader jo trade lgta hai usy dena parta hai
              • #8 Collapse

                Dear aisa broker k spreed ki waja se hota ha jo k broker apna commission charge krta ha is liye koi bhi pair open krain to wo loss ma jati ha or broker k commission k bad wo positive chalti ha
                • #9 Collapse

                  Thanx to all of you ab mujhay sahe samjh i ha k jb bhi ap trade open krtay ho to wo loss nain kyun start hoti ha wo asal main broker ka commission hota ha jo at the spot kaat lia jata ha us k bad apki trade loss main jaye ya profit main unka koi amal nai.
                   
                  • #10 Collapse

                    aslam o alikoum dear brother aap koi bhi trade open krain wo first of all loss main heei jaiy gei aur aik time ay sa bhi hota hai kay wo loss say haat kr profit main change ho jati hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Apjab trade open krtay ho tou es mai broker ka spread bhe hota hai./ es kay sath ap ko maloom hona chaheay k har ak item ki sell ya buy ki limit hoti hai. eski waqat ap jo bhe itemki sell ya buy krtay hotou wo current sell ya buy rate kay mutabique trade open hoti hai. es waja say ap feel krtay ho.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X