"is you spend any money to learn the forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    nahi mene abhi tak kuch bhi spend nahi kara hai kiun ke mere pas spend karne ke lye kuch bhi nahi hai bhai jan forex me mere khayal se me tab tak kamyab nahi ho sakta hon ke jab tak mujhe is business me khud se seekhne ka moqa na mile or me khud se market ko analyze karne ki koshish na kar lon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex aik trusted business hia aur is business mein risk tu hain but yeh legal business hai aur new people is business par register ho reh hian aur is business sy money make kar reh hain aur is business par money make kar reh hian aur is business par money earn akr reh hain.
      • #93 Collapse

        well nai mainay aisa khuch nai kia na aisa karnay ka irada hay mainay jo bhi seekha hay forums say hi seekha hay aur mujhay forums par seekhnay kay liay bohat khuch mila hay to is liay main forex ko pasand karta hoon forum best hain
        • #94 Collapse

          ap ko money spend karni hogi aur forex aik great business hay aur is mein fake teacher nahi hy aur ap is mein khud ,teacher bno kisi say learning na karo ap khud manual demo practice karo is tarha ,ap ka knowledge acha hoga aur ap forex ko samjh sakayn gyn aur profit kar layn ,gyn .
          • #95 Collapse

            han agr ham na fx ko learn karna hai to us k lia hamy fx ma money bi spend karna ho gi tab ham fx ko achi tar learn kar sakty han fx ak bohat acha kam ahi jis sy acha profit haseel kars akty han
            • #96 Collapse

              This is very good dear if you learn the Forex trading with some one and you got if better for you . I can make the expense for learning in the Forex trading matter. My friend give the necessary education in this regard and i can make a good deal . With the help of Forex demo account i can try to best my knowledge and experience in the field of forex trading and have a good benefit in this regard. Today learning is convert into tomorrow earning in the Forex trading
              • #97 Collapse

                well, meraw man'na tu ye hi hai ke ap khud struggle karo , ap kisi pe depend nahin ho ke beth sakte and wese he tu buhat se teacher par ap experience jitnaw get kar sakte ho ap utnaw kisi se sekh k bhi nahin kar sakte ho... :)
                • #98 Collapse

                  yes i have spend my money to learn forex but i am not satisfied by that practice but now i am going to join some expert and other trader further i have decided to joining any one by looking his past working and its success , so i hope it should be batter for me now
                  • #99 Collapse

                    nahi me ne koi money spend nahi ki forex me learn karne ke lie bas me khud ki skills par kaam kar raha hun or interent se hi learn kar raha hun or wese bhe ham agar khud hi learn kar late hen or achi practice bhe karte jaate hen toh bgair fee ke ham khud hi learn kar skate hen forex ko
                    • #100 Collapse

                      meray hisab sai to paisay learning mai zaya karna kai barabar hai ap is mai buhat si chezain hai jin sai ap seekh saktay hai khud pakistan forum per new traders ka lye taleem ka intizam hai to ap is sa bharpor faida uthai
                      • #101 Collapse

                        well my dear friend, mein nay tou abhi tak kisi ko koi fees pay nahi ki hai Forex ko learn karnay aur iss ko study karnay kay leay kyun kay aik tou Pakistan Forex Forum kay through he mujhay bohat si basic aur informative stuff mill gae hain aur kuch dusri websites say aur kisi aur ko fees na denay ki wajay ye bhi hoti hai kay aik tou ye online business hai aur iss ka koi proper institute meray khayal say abhi tak koi nahi hai iss leay internet pey ziada tar fake aur fraud teacher he hotay hain...
                        • #102 Collapse

                          Forex forums ka aik faida ya b ha kay in say hamain trading key learning bilkul free man hoteyha or is kayleya hamain koe extra feeb nhe daney partey . or is kay sath sath hamain is say bonus b pay hota ha .
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                            i am give some money to learn the forex and also give a lot of time to it then it is great for me and earning from it is good and is you give any kind of money to any one to learn it and i think forex is very good for us is we give money or not.
                            dear bro or member online kamo main passa lagana bi hai tu ham forex main lagain kun k is main profit bahot hai or daily ka ager hamri har trade sahi hai tu passay hi passay hain........!!!!!!:o
                            • #104 Collapse

                              nahi mein nay money spend nai ki for learning and forex aik good business hey aur is 'mein loss bhi hota hy aur hamay chayie kay loss say kuch 'seekhy aur apnay loss ko recover karay aur forex mein sab earning kar sakay hyn aur is ko har koi join kar sakta' hay from everywhere iis liye ap ka haq hay kay is ko' achi tarha seekho .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bilkul g aisa bi hota hai ky hm ko is ko learn karny ky liaa hm ko kisi ko paisy dainy party hain is lia hm ko is ko karty rhna chayia jo ky hmary lia bhtr haai is lia hm ko is kam maain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X