jab apko profit ya loss aa raha hoto sabar ka mozehra karren,loss ki soorat men ghabrain mat aur profit ki surat men jald bazi na karren trade close karny men balky apny target tak trade ko jany den aur ye sab habits tab aati hain jab apky pass forex knowledge ho aur apki trading ki prectice kafi ziada ho.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим