"Advice for new traders"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Sir main tamam tar new boys ko ye adive deta hoon kay wo jab bhi koi kam start kare pehlay is ki tamam tar details ko check kar lay us kay baad ager achay lagay to ker lay werna na kare ya kuch seekh ker hi aye acha rahay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      forex trading mein ye adviuce hai new tarders ke liye ke wo is business ko sahi se seekhen taake unke andar trading skills develop hon aur wo is mein phir ziyada money nahi lose karen.
      • #303 Collapse

        Lack of knowledge aur experience is the main cause of failure. New traders key pas knowledge bhi kam hota hy aur experience bhi ziada nahi hota. Jis ki waja sey un ko loss hota hy.New traders ko ziada risk nahi lena chaheye aur small equity key sath small volum of lots use krna chaheye takeh yeh business un ko zaida loss na dey sakay.
        • #304 Collapse

          dekhi mere bahi mere kyal ke mutabik hum kp yahun par aik new treder ke lie sab se best yahi hy.kah un kp is bizbees je bar min achy teke se malumat ltni cahye
          • #305 Collapse

            Ma sab new traders ko ye he kaho ga k wo sab iss ma dill laga kr kam krin or iss ko jitni jaldi ho sakta ha sekhy or experince hasil krny ki koshish krin lakin kabhi bhi jald bazi na krin peso k mamly mai
            • #306 Collapse

              Dear new trader ko chahiye k yahn har koi start mai aa kar bina learning k loss karta hy ap ko aysa nhn karna pa ko demo account pe pehle apna mind set karna hy phr os k bad es business mai ka karna hy ta k ap acha faida haisl karo aur apnii life ko b set karo...
              • #307 Collapse

                new traders always use demo account first and then also learn from this forum because without these things they can not survive in real account.in real account we can also use signals and by them we can easily make good money.the future events can be known by news also.
                • #308 Collapse

                  Meri bhi new traders key leye yeh advice hy keh pehlay forex ke baray main knowledge hasil karain aur phir is main enter hon. Without knowledge aur learning key aap ko just loss ho ga aur aap kuch bhi hasil nahi kar sakain gey. JO log pehlay learning krtey hain aur phir is business ko join krtey hain, woh faida main rehtay hain.
                  • #309 Collapse

                    yes new traders ko learning and practice k baad hi is field main aana chaye aor money management ko samajhna chaye us k hisaab se hi market main enter aor exit points rakhna chaye nahee to loss hi face karna parta hai
                    • #310 Collapse

                      ap ki bat ksi hud tuk theek hai laikin baaz loog demo ku demo samjh ker sahi kam nae kerty oc pay or knowledge ku gain nahain kerty but real gaining or learning real account man loss k baad buhut achay say possible bun jati hai.
                      • #311 Collapse

                        han g ap na jo bat ke ha woh dear real ha and es bat mn koi shak nhn ha ka forex market apko kafi support krti ha dear and es market mn kam krna ka liya ap ko khob earning ke zroret bh hoti ha dear forex market mn kam krna wala logon ko bhot zyada khyal rakhna prta ha dear forex market mn aksar dosron ko nuqsan e uthaa prta ha g so be carefull about it
                        • #312 Collapse

                          Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading jab tak knowledge or experience ni ho to trading na Kearny pehly demo pe practice Kearny phr us k bad trading Kearny or ta k ap ko kam sy kam loss ho
                          Be safe .its a dangerous market out there...:D
                          • #313 Collapse

                            bahi bilkul esy hi hai huny cahiyeh mehnat karain zaida say zaia tubhi kamyab hu sakty jab humary pass knowledge hu a zaida say zaida or experince hu ga tu hu hum kamaybi hasil kar sakty hain or yeh best work hai
                            • #314 Collapse

                              brother bohut se log yahi soch kar forex mein atey hain k yeh log yahan se bohut sarey pese kama leingay aur un key pass knowledge toh hoti nahi isliya woh sab kuch gawa dey they hain isliya forex ko karney se pehlay forex ko seekhna bohut zaroori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                New traders ko chahiye kay wo sab say pehlay forex ki proper learning kar lain jitni ziayda learning karen gay utna hi ap is business ko zayada samjh saken gay phir is k baad practice bhi bohat zaroori hay agr ap k pas knowledge hay lekin practice nahi ki to bhi ap k liye mushkil ho jay gi lehaza achi tarah skills ko develop karnay k baad hi real trading main kadam rakhna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X