Bohat zyada hardworking ki zaroorat ap ko khaas condition mei hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bohat zyada hardworking ki zaroorat ap ko khaas condition mei hoti hay
    respected members mai ap ko ye btna chahta hun agar ap forex pr new aty ho ap ki learning bhi complete nahe hoti aur ap ko jab loss pe horaha ho ap ko chaye ap trading rok kar hardworking start kar den wahan tawajah den
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhot zeada hrd wokrn ki condication ham ko us taime hoti hy jab ham ko bhot zeada lern ki zaroeat hoti hy us taime ham ko ohr hard wokr ki bhi sath zarorat hotinhy ya jab ham new mew aty hy tab ham ko bhot zeada hard work krna parhta hy to ham shai phr kamyab rehty hy
    • #3 Collapse

      Yes dear agar hamen trading men loss ho rha ho to hamen trading ko stop kr k hardworking Star kr leni chahiye hardworking ka matlab hamen properly forex ki learning and practice start krni chahiye ta k ham pehle se ziada experience bna saken, hamara experience jitna ziada hoga ham trading men utna ziada successful honge.
      • #4 Collapse

        Hard working ki zarorat sb se pehle ap ko shru main hoti hai jb ap leaning start kar rahay hoty hein us waqat sakhat mushkil hoti hai ke ap zaida se zaida knowledge hasil karny ki koshsh karen tahke agy trading main pershani na ho is ley wahan apko khas focus ki zarorat hoti hai phr jb first trading karte hein tu wahan bhi hard work zarorat ata hai wahan har aik cheez ko maintain kar ke trading karni hoti hai
        • #5 Collapse

          bilkul thek kaha ap nay hamain forex par trade karnay say pahalay boht kuch sekhna parta hai, ager hamain forex key terms nahen pata tu hum na news ko samjh saktay hain na he thek say market ko analyize kar saktay hain. forex ko samjhnay ka lea pahalay thori research kar lay or demo trade karain aik pair par.
          • #6 Collapse

            hard working to har kam k liya zarori hai life main or trading main b hard working kr ne zarori hai or trading main jab hum koi galati kr ty han ya loss kr ty han to hum us sy sekha ty han or trading achy sy kr ne ki try kr ty han trading main sub sy zayda insan ka sabar hota hai hum jaldi jaldi trading kr ne k chakra main lose kr ty han hardworking to zarori hai har kam k liya or trading main b.
            • #7 Collapse

              Dear member jo new member aty hai un chaye k wo aty sar treading nai start kary bilky pehly wo posting kary post ko achy ay parhy or os k bad demo account mai practic kary tab ja k wo real account mai treading start kary begair learning k koi b step nai othana chaye.
              • #8 Collapse

                jab koi demo pey achi practice na karay aur achi tarah learning b na i ho wo nakaam he hota ha osko ye condition mey loss he raehta ha asi condition mey osko chaye wo expert tarder se help ley aor seekhny pey tawajh dey
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  Forex trading me jaha profits hote hain waha loss b hota hain or hum ko losses se darna ya preshan nai hona chahye yeh business ka hisa hai hum ko patience se kam lena chahye or trades carefully open kerni chahye jald bazi se kam nai lena chahye.
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main apna future bright karna chahty hay to eskay liey hum bohat ziada mehnat karnay ki need hoti hay kyun keh mehant kar kay he hum es field main kamyab ho sakty hay humay demo account par trading ki practice karni chahiye kyun keh practice kar kay he hum market main achi earning karna seekh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bat sahi hai or main bhi es bat se itfaq karta hun or sub se bari bat yah hai k hmain jub bhi loss hota hai hmain chahye k loss hony ki wjhah se hum ny jo galti ki hoti hai osko osi waqt lewran karna chahye ta k apko dobra loss na ho ayse hum leraningh bhi kar lety hain
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein mehnat aur hardwork tu zaroori hy mehnat aur hardwork k baghair ap forex trading business mein achi learning hasil nhi kar saktay aur new trader ko mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kar k hi real account mein trading karni cahaiye tab hi profit earn kar saktay han nhi tu loss hi hota hy
                        • #13 Collapse

                          g han agar loss par loss hi ho raha ho to forex business ko learn karny ki zarorat hoti hay esy traders jo hardworking nahi karty un ko hi loss hamesha ho sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Japan working kar rahe hote hain toh aapko Yahan Par bahut jyada hardworking ki jarurat Hoti Hai Jisko aap message kar sakte hain aur sab kaise aa gaye aap nikal sakte hain aur kaam kar sakte hain aur aapka depend working increase kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein new trader ko magnate aur hardwork ki zarooat hoti hy magnate aur hardwork kar k hi new trader forex trading business ka knowledge aur experience aur Achi learning hasil kar saktay han aur agr magnate aur hardwork nhi hy tu forex trading business mein learning knowledge aur experience hasil nhi kar saktay aur phr forex trading business mein kaamyaab trader nhi ban saktay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X