New Traders ki barri weakness kya hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Traders ki barri weakness kya hoti hay
    ye tou ap janty hain jo bhi new traders forex ko join kartay hain wo loss karty hain mai samjhta hun main wajah lack of learning hay ya wo lalach aur kuch galat fehmi ka shikar hotay hain p kya kahogay wo loss kyun krtay hain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bri waja un kimlit siz ki hoti hy jo bhot zeada laga lyty h oper sy scalping krty hy ya phr sochy smjhy bina hi sahis dykhy buna hi who apni trade open kr lyty hybus waja sy phr un ko bhot zeqda loss hona shoro ho jata ht lot siz kam kry lern krna na chory bs
    • #3 Collapse

      Well, dear aap baja farma rhe ho, jo bhi new traders hote hain unka pehla week point hi lack of learning hota hai,q k wo new hote hain aur unhen trading ka experience to hota ni hai wo smajhte hain k shaid trading bahot aasan hai iss waja se wo apna bahot se loss kr jate hain, but trading k liye experience aur knowledge ka hona must hai.
      • #4 Collapse

        ye common si baat ha tarders ki barri wajah nakami onki lack of learning hoti ha aik acha trdaer kyon kamyab rehta ha kyon ky osnay boaht mehnat ki hoti ha khod ko oss stage pey le kar janay ky lye islye wo kamyab hota ha
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main theak say market kay bary main knowledge gain karen gay to he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main humay apni kamzoor points par ziada focus karna chahiye kyun keh sahi say focus kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main seekh kar he hum achi earning gain kar sakty hay
          • #6 Collapse

            bhai main bhi ayh bat par agree karta hun jub k sub new trador aysa he karty hain jub k un ko es soch k sath trdaing main enter nahi hona chahye q k aysa kuj bhi nahi hota hai forex main tu ayse baton par timw waste karny ka koi faida nahi hota hai
            • #7 Collapse

              New traders ki sub se bari weakness means like mistake jo hoti hai mere khud k experience me jab me b new new trader tha jo mistakes almost her new traders me hoti hai woh hai greed means lalach jald se jald profits earn kerne ka or un se sabar nai hota trades jald open kerte jate hain market ko sai se dakhte nai or losses kerte hain main big mistakes greed ki hoti hai.
              • #8 Collapse

                market ko analysis key baghir koi big lot ki trade open karna new traders ka week point hota hay, new traders market ko analysis karna zarori nahi samjty aur esi waja se esy traders ko loss be ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  aslam o alikoum dear main too new trader ko khaty hn kay wo demo say zeada say zeada practical krain bss
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein new trader ko loss hone ki sab se ehm waja kam learning aur demo account par practice na kaafi hoti hy aur agr new trader achi learning knewledge aur demo account par practice kar k acha experience hasil kar k trading karta hy tu wo bhi acha profit earn kar sakta hy aur is k elwa new trader lalach buht ziada kartay han is ki waja se bhi loss ho jata hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X