"Set your aim and stick with that"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Set your aim and stick with that"
    As a trader or as a businessperson we must set our aim. We can achieve our aim by doing forex trading but we must have clear idea about our aim. What we want? How much we want? In how much time we need to achieve? These are the basic things that we need to have in mind.
    At times a trader may set their aim and then when they reach certain point they keep changing without giving their strategy some time before changing .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    here you can do that is really ood form her euyuo very good trading in the form here you can do rgar is really good fomr here so that
    • #3 Collapse

      ek business ko start karnay say pehlay ek mission statement bnae jati hai jiss pay aim likha jata hai aur waha pay aap ko khud he kaam karnay ki zrorat hoti hai yaha pay aap ko apna aim zror set kar lena chahye.
      • #4 Collapse

        Forex main ager ap kuch hasil krna chahte hain to apko us k liye apna aim set krna hoga us k bad hi ap is main kuch hasil kr skte hain kio k ager hasil krna hai to phr apnay liye koi Aim bhi to set krna hoga
        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
        • #5 Collapse

          g bilkul humain apna ek aim set kerna chahye or phr usi pe rehna chahye i mean usi k mutabiq phr humain apna work kerna chahye....yh buht best hy agar hum apna aim bana lai n daily usi k hisab se work karain is se humara work bhi acha hoga n hum earning n achi ker pay gy n relax mind bhi reh saky gy......
          • #6 Collapse

            bhai ji ap k jwb ye hy k main ager ap kuch hasil krna chahte hain to apko us k liye apna aim set krna hoga us k bad hi ap is main kuch hasil kr skte hain kio k ager hasil hota hy...
            • #7 Collapse

              Theek kaha hay ap nay. Humain apna aik aim set kar leana chaye. Aik target ko define karna chaye or is ko achieve karnay ki koshish karni chaye. Isi kay sath hi stick rehna chaye. Forex trading business main profit ka aik target set karna chaye chahe wo daily ho ya weekly ho ya monthly ho. Or us target ko agar hum waqt say pehly be achieve kar lety hain tou trading stop kar deni chaye.
              • #8 Collapse

                jee han meray bhai ap ki bat to bilkul theek hai hamain daily apna aim bana lena chaiye jis ko acheice karnay k liye hamain us mutabiq planning karni chaiye phr us road map par chal kar trading karni chaiye
                • #9 Collapse

                  Exactly .. aim say stick rehna aur us par consistent reh kar work karna bohot important hai yehe hamay kamiyabi kr taraf lay jata hai .
                  • #10 Collapse

                    Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading start karnay say pehlay aap ko chaheye kay aap na aim set karen aur phir us aim say sath trick rahen takay aap apnay aim ko achieve kar saken aur success hasil kar saken
                    • #11 Collapse

                      hum earning b achi ker sakein gy and relax mind bhi reh saky gy...forex trading mein humain apna ek aim set kerna chahye or phr usi pe qaiem rehna chahye for earning good profit.humain apna ek aim set kerna chahye or phr usi pe rehna chahye i mean usi k mutabiq phr humain apna work kerna chahye.
                      • #12 Collapse

                        ji han forex mai agar ap ne kuch learn karna hai tu apny aims and golas set kar lain kiu kay is kay baghar ap kabhi bhi direction mai trading nahi kar paen gay tu ap trading ko seekh bhi nahi payen gay
                        • #13 Collapse

                          ha forex trading me aapko koi goal bana kar hi trad karana padega aur aapko goal ke pichhe nahut hi hard work karana padega apko jyada practice se apane goal ko pa sakte haiaur agar aap expert hai to apako bahut hi badiya tarikese trad karaba padega aur aapko goal bhi soch kar set karana hoga hia
                          • #14 Collapse

                            mere dost kisi business ko start karnay say pehlay ek mission statement bnae jati hai jiss pay aim likha jata hai aur waha pay aap ko khud he kaam karnay ki zrorat hoti hai yaha pay aap ko apna aim zaroor set kar lena chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes this is very much true .. aim matters alot in every field of life ... agar hum koi b kam aim set kar k karay gay to hum zarooor us aim ko achieve karnay may kamyab ho skay gay .. sooo i suggest k set your aim first and then work

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X