"Is indicator are true or false"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Dear ap n bilkal tek kaha ha forex market ki movement ko samjny k lay koi aik indicator kafi ni ha is k lay analysis both zarori news pe nazar rakhen or trading m jo indicator use Kearny us ko pehly ache tahra samjny k kase kam karta ha
    Be safe .its a dangerous market out there...:D
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      indicators ko use kar kay trade main kam karnay main kafi help hoti hay agr hum trade main learning kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho skaty or profit b ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #168 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien indicators ka best combination use karen aur is mein ap best indicators ko mila kar ek achi si strategy banayenge to ap achi trade le sakenge.
        • #169 Collapse

          Bhai mery khyal main tou aksar indicators false hi hoty hain main ny bhi forex main trading indicators sy guidance ly ker trade kerny ki koshish ki hai but main ny apni maximum trades main loss hi kia hai so apko bhi indicators sy help nehi leni chahiay just market news aur analysis sy ap guidance ly ker trade kerty hain tou apko profit hasil hota hai
          • #170 Collapse

            indicators say help lay kar kam karna ho ga jis say huamin trade main ache earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay magr humain hard woork kar kam karna ho ga
            • #171 Collapse

              hamain indicator wo hi use karna ho ga jis main hum achi trade karein gay aur rules ko follow kar k hi hum sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar k earning ho
              • #172 Collapse

                nothing is hundered percent garantd in forex its tader exprience that how much he can find trend of market and its direction then profit will part of trader pocket. indicators just give hint to traders
                • #173 Collapse

                  Bohot se traders chahte hain k wo indicators k through market me trading karain aur me btata chalo k saare indicators aik jaise nae hote kuch indicators ache hote hain market me trading karne k liye aur kuch indicators theek nae hote is liye indicators ko use karne se pehle demo account me indicators ko check kar lain is se ap ko loss nae ho ga real market me...
                  • #174 Collapse

                    indiactor ham ko market ke move dekhta date hain ham logon ko us move ka pata hota hai jo move ho chuki hoti hai or market mein agar app ko indicator say trade karna hai to app indiactor ko demo men try karo us ke bad app real mein work karo
                    • #175 Collapse

                      Yes dear ap ki bat thek ha hume is ma indicator ko fallow krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma bohat kuch uasil lr sakte hein
                      • #176 Collapse

                        mery khyal main jab tab indicators ki theak say setting na ki jaye tab tak hum en say acha result nahi lay sakty so humay chahiey keh indicators ki theak setting karna seekhay tabhi hum acha earn kar sakty hay enko use kar kay
                        • #177 Collapse

                          hum is main indicator ko bi use kar k achi trade kar sakty hain aur boht hi sary log is main trade kar k run karty hain aur market main experience ho ga tab hi hum is main achi trade kar k run karein gay
                          • #178 Collapse

                            agr hum indicators ko use karty hain to market main kam karny main achi earning hasil ho saktih ay magr humain hard work karna ho ga jis say kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr humain indicators ko sai say khud hi use karna ho ga jis kay bad hum market main order ko placce karty hain to is main take profit ko b use karna ho ga
                            • #179 Collapse

                              Indicators kuch had tak thek hoty hain laiken mukamal thek nahi hy kyo k 100% sach nahi hoty kyo k wo apni rai dety hain mai un k relay nahi kar sakta mai market k trend ko follow kar k hi koi faisla karon ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dear main nay pehlay bhi aik bhai say discus ki thi k is markeet main koi bhi cheez 100 feesad theek nai ho sakty q k yeh international markeet hay yahan sirf andaza he lagaya ja sakta hay k kub kahan kitna up down ho is liye agar indicator bilkul theek batain to hamain hardwork krnay ki zaroorat he na parray.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X