"Is indicator are true or false"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    some indicators are true and some of them are false alwasys try to review the indicator which ione our are going o be used so its better for you
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Before start trading with real money i traded more than 1 month in the demo account. But still i have a demo account to test some strategies and indicators. I think you can decide how long do you need to trade with demo before start real trading. Whenever you can sure about your trading skills then you can start over with real account after finishing with demo account.
      • #18 Collapse

        Since the task of calculating and presenting indicators only the data correctly.I myself only use one indicator alone,the moving average.That's all I can tell, may be useful.Ap nay Apni mostly Threads Ki Tarah ye bhi Kaheen Say copy he ki hai laikin last Main Aap Ka ek point buhaat Achaa Copy Kiyaa hai k indicators are never 100 Percent
        • #19 Collapse

          Dear mere khayal se to indicators galt hote hein kyun k jab market aik side mein hi move karne lagti he to ye hamesha galt hi batate hein mein ne khud ye test kiya he is lye keh raha hun k indicators thk nahi hote in per trust nahi karna chahiye
          • #20 Collapse

            m ne abhe tak to trading start kari nai hai isi weak se ya next weak start karnga to abhe meray pas abhe itni knowledge nai hai to m aapko bata bhe nai sakta abhe aap insta forex par visit karlo wahan aapko mil jayegi saari info
            • #21 Collapse

              forex market mien kuch bhi 100 percent nahin hota is lie forex market ko risky kehty hen.jo indicators meta trader mien hoty hen un ka result acha hota he but jo indicators manually banae jaty hen un ki efficiency kam hoti he.
              • #22 Collapse

                bhai indicator kya hai ye abi tak mgy nahi pata lakin jald hi ly lun gi is k bary main information ar smajh b jaun gi tbi kuch kh paun gi abi mgy is k bary main koi knowledg nahi hai
                • #23 Collapse

                  Forex market main hamary liye bohat sary technical indicators diye gaey hain keh in se help lay sakein. in main RSI aur stochastic achy indicators hain. lekin zaoori nahi keh ye indicators hamain her waqt positive results hi dain. Thora hamain khud market ko analyze karna parhta hai.
                   
                  • #24 Collapse

                    mjhe is ke bare main koi knowledge nhe hai main is forum per new hoon main isko sekh kr he jwab de skti hoon agr ap main se kisi ko pata hai to mjhe bhe bta dain.
                    • #25 Collapse

                      Forex market main hamary liye bohat sary technical indicators diye gaey hain keh in se help lay sakein. in main RSI aur stochastic achy indicators hain. lekin zaoori nahi keh ye indicators hamain her waqt positive results hi dain. Thora hamain khud market ko judge karna chahiye.
                       
                      • #26 Collapse

                        dost g ap ny inticoters k bary meinn jinta define kia hai wo thek hai lekin intidactors ko used kesy kia jata haa??main is mein mein filwaqt kuch keh ni sakta ,lekin main is pe search kron ga,,lekin main ny suna yehe hai k indicator ture hoty hain....
                        • #27 Collapse

                          i think without the indicators the forex is not the complete business if you want to get the success in the forex then trade with the skills and use the indicators after the learning and understanding that is the important
                          • #28 Collapse

                            mere dost indicator kiya hai ye abhi tak mgy nahi pata lakin jald hi ly lun gi is k bary main information ar smajh b jaun gi tbi kuch kh paun gi abi mgy is k baare mein koi knowledge nahi hai.
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                              Ap nay Apni mostly Threads Ki Tarah ye bhi Kaheen Say copy he ki hai :( laikin last Main Aap Ka ek point buhaat Achaa Copy Kiyaa hai k indicators are never 100 Percent,Main Bhi yehi kehtaa hon balkay har acha trader yehi kehtaa hai k indicators ko Extra ka toor par use karnaa Chahiyee in par Mukamaal Bharosaa kar k trading nahin Karni chahiyee
                              Jee bhai jaan sahi kaaha ap ne hume kabhi bhi indicators par complete bharo sa nahi karna chayye kiyo ke indicators hume proper signals har waqt nahi dete ma trade usi waqt karta hon jab me mutmain hota hon.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                indicators are always true or hamen hamesha trading kartay waqt indicator ko use karna chahyie takay hamen kam say loss ho or ziada say ziada profit ho... lekin indicators 100% true bhi nahin hotay hamen apna demagh bhi use karna chahyie obviously..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X