Forex main stock histolic indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main stock histolic indicator
    Dear stock histolic aik aisa indicator hai jo professional trader use kartay hain.
    Stock histolic agar 20 per ho or market kisi support area main ho to buy ki trade hoti hai.
    Or agar stock histolic agar 80 per ho or market resistance area main ho to samaj lain kay sell ki trade ban rahi hai.
    Note. Tab tak entry na lain jab tak support or resistance wali conditions meet na karay.
    Is strategy say aap bonus account per kafi acha profit earn kar saktay hain apnay bonus say.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    maine bohat sey traders sey yehi suna hay kay histolic indicator aik asa indicator hay jisko bohat sey expert use kraty hain maine histolic ki bohat si videos dekhi hain aur ab khud esko chart mei laga kar use karna chhata hun takay faida lya jay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Dear agar sirf stock histolic indicator per ham believe karain to phir hamain faida nahi ho ga hamain chiay hota hai kay ham jab trading karain karain apnay bonus account say saath saath mein Chahiye Hota Hai apne bonus account small large volume use kare main lot size Jab Hum small use Karenge or program stock histolic indicator use karain or support or resistance ko ham zaroor made nazar rakhain ta kay hamain zada say zada earning ho or stop loss hit honay ka dar na ho.
      • #4 Collapse

        Nice post my dear and knowledge sharing jab tak humean mt4 k indicators ka knowledge nahe ho ga ya humean us k tools ka istimaal nahe aey ga tab tk humean kesay us business main kamyaabi hasil karean gay humean forex main success k leay mehnat kerna ho ge pher he experience our knowledge k sath he success milay ge
        • #5 Collapse

          mujhay 2 yaers hogay hen forex market mey mene stock histolic indicator ko use nahe kea kabi koi tajarba nahe lekin bohat sey seniors sey yahi suna ha ky ya aik acha indicator ha onho ney eska faida lya ha
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            Ji haan Yeh indicator bahut accha hai aur professional traders is indicator ki bahut help lete hain is indicator ke mother se aap market Mein divergence ko find kar sakte hain aur Market ke trend change hone se pehle apni position ko open ya close kar sakte hain ye bahut jyada helpful rehta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai ap ny achi post ki hai or maina bhi new trdaor hun or main ny abhi trdaing start nahi ki haies liye main abhi es thems k bary main itna ilm nahi rakhta hun maghr main jaldi trdaing start karny wla hun her main har tehniques main trdaing karunga

              اب آن لائن

              Working...
              X