Money Management Skill

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management Skill
    Money management bhi aik skill hay esko agar hum improve kar kay trading karen gay to hum esmain regular profit earn karna seekh sakty hay kyun keh es trha humari loss ki ratio bhi kam say kam ho jati hay skill improve karnay kay liey humary pass demo account hay us par humay trading practice karni chahiey tab he hum esmain regular earning kar sakty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mony management trading k liye bahot hi zaruri hai,agar ham apni trades men money management na kren to ham kabhi bhi success ni kr sakte hain isliye main zarur smajhta hoon k hamen mony management lazmi krni chahiye agar ham ne trading men kamyab hona hai to, mony management trading ka basic work hai.
    • #3 Collapse

      Dear money management bot acha kam hai agar ham is per trade lagatay rahain to hamain kafi acha profit hasil ho sakta hai long term main laikin wo tab jab hamain kafi acha profit hasil ho ga or bonus account bhi large balance ka ho ga.
      • #4 Collapse

        Gee dear apki bat sy agree kron ga forex trading ma skills aor strategies he kam ati hain apny capital ko dekh ky he apko lot size select krna chye tb he apko acha profit earn ho skta hai forex trading ma risk manage krna bhi fun hai.
        • #5 Collapse

          money management ko bilkul ap apni achi skills keh saktay hain jab ap trading mei kuck skills kay saath kaam kartay ho jo kay bohat zaroori hay wahan money management eham kyun kay eskay zarite he ap loss ration ko kam aur profit ratio zyada kar saktay ho
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main skill level ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay bliendly trading nahi karni chahiye kyun keh es trha humari trading theak nahi hoti bs humay es business main khoob seekh kar he kam karna chahiye
            • #7 Collapse

              money management bhi aik skill hoti ha jiskay esko seekh lya wo kabhi apna account wash nahe kaary ga expert traders ka kahna ap kabhi bhi money management ky bagair trading na karen wo trading risky hogi
              :p Yes You Can Do :p
              Honesty + Sincerity = Prosperity
              • #8 Collapse

                Money management aur utilization skill hi aap ki asal strategy hai. Jab tak aap es ko proper manage nahi krtay aap kabi bi kamyab nahi ho saktay. Ye zaroori hai ke aap ne kitni amount invest krni hai, kitna capital gain krna hai aur kitna capital reserve krna hai, yahi asal strategy hai.
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main money management karty huway he trading karny main he faida hota hay es business main khoob time dai kar earning karnay main he faida hota hay es bsuiness main humay theak say focus karna chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main hum tab tak achi trdaing nahi kar skty hain jub tak hum es main acha knowldge gain nahi kar skty hain es liye hmary apss es k liye demo account hai os main hum trdaing practice kar k apni maoney ko mang kar skty hain or achi eraning gain kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      money ko manage kar kay kam karna ho ga jis say trade karna kafi best ho sakta hay humain hard work karna ho ga ta kay trade karna acha ho saky or low risk main trade karty hain to hi hum is main kuch gain kar sakty hain apny skills ko manage kar kay trade main kam karna ho ga hard work karna ho ga
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Money management bhe ek technique he humen trading asani hoti he plan bana ke trade magna bahter he . trading men jitna experience hoga utni planing or money management skill improve ho jaye GI.
                        • #13 Collapse

                          dear ap ne sai kaha money management forex mein bohat hi zaruri hai agr hum forex sik b jaty hai money mangement nai sikay gay to forex mein hum lose hi uthaye gay.
                          • #14 Collapse

                            han je bilkul jitna humara money management strong hoga utna he zada humare pas forex me kameyab honay k zada chances hotay hain ub ye hum par depend krta hai k hum kis tarha se apnay loss ko kam rakhte huwe zada profit bana sktay hain or es sub k lia zarorri hai k hum small lots istemal karen or stop loss ko lazmi lagaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trdaing main trading karny k liye hmain money managment ko apni trdaing main lazmi use karna chahye q k yah aik ayse tehniquse hai jo hmary account ko bhi aik trha se manag karti hai or es sse hmari trdaing main loss ki ratio bhi kam se kam ho jati hai tu hmain chahye k hum apni trdaing main es ka use lazmi karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X