Kiya all trading fixed lot size par karne chaheye ya different lot size par ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya all trading fixed lot size par karne chaheye ya different lot size par ?
    Fixed lot size par trading ka matlab k ap tamam trades ik he kot size mai lagao ab ye depend karta hai har trader ki capital aor strategy par aya wo fixed ko support karti hai ya different lot size ko personally mai jab be trading karta hun tu maira har trade size ik he hota hai yane fixed hota hai par aise b buhot say trader hai jo har trade conditions k sat lot size change karte hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai g lot fix rakhna is ley thek nai hai koun apko waqat aur halat ke sath change hona parta hai kbi kbi movement atni change hoti hai market ke us time se faida uthany ke ley baz okat lot ko bara karna parta hai tb wo trader ke ley faida mand hoti hai aur us waqat se faida hasil karna achy aur expert hony ki nishani hoti hai aur normal halat main lot size km se km rakh jay tahke apko market ke trend ka pta chal skay.Lot ka asal talaq apny account balance per hota hai wo kitna Pko allow karta hai wo ap ke best hai
     
    • #3 Collapse

      Bhai g lot fix rakhna is ley thek nai hai koun apko waqat aur halat ke sath change hona parta hai kbi kbi movement atni change hoti hai market ke us time se faida uthany ke ley baz okat lot ko bara karna parta hai tb wo trader ke ley faida mand hoti hai aur us waqat se faida hasil karna achy aur expert hony ki nishani hoti hai aur normal halat main lot size km se km rakh jay tahke apko market ke trend ka pta chal skay.Lot ka asal talaq apny account balance per hota hai wo kitna Pko allow karta hai wo ap ke ley best hai
       
      • #4 Collapse

        Dear member meray khayal se tu different lot size par hi kaam karna chaiye q k har waqat hamaray pass balance same nahi rehta, kabhi kam or kabhi ziyada is k ilawa humay market condition ko b dekha kar lot size ka intikhab karna hota hay q k baz oqat kam balance or kharab market condition k waqat agar hum bara lot size laga letay hain tu aksar oqat loss kar letay hain.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          agar hum lot size ko manage kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main hkoob time dai kar learning karnay main he faida hota hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyn keh lalach kay chakar main hum market main earning nahi ulta humay loss he hota hay
          • #6 Collapse

            Ye tu trader ki strategy par depend karta hai k wo konsi lot size k sat adjusted hai ya adjustments kar sakta hai agar tu oski tamam strategy kesi fixed lot size par ho pir tu fixed he laina ache bat hai aor agar wo floating type ho tu pir osko change karne chaheye
            • #7 Collapse

              har pair ki movement pips kay hisab se hoti ha kuch pair ki movement 50 se 70 pips ha or kuch ki movement 100 se 150 pips tak ha agr ap same lots rakho gay to ap ko diciplne kay hisab profit nehi aey ga kabi profit kam or kabi profit zada isi tarah kabi loss kam or kabi loss zada ap har trade par apnay money managemnt kay hisab se same risk lainy or pair kay pips ko control karnay kay liey ap lots ko use karay high pips par kam or low pips par zada lots use karay ta kay ap ka risk same rehay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Fixed lot size par trading ka matlab k ap tamam trades ik he kot size mai lagao ab ye depend karta hai har trader ki capital aor strategy par aya wo fixed ko support karti hai ya different lot size ko personally mai jab be trading karta hun tu maira har trade size ik he hota hai yane fixed hota hai par aise b buhot say trader hai jo har trade conditions k sat lot size change karte hai
                Hame trading karte huye kuch bhi fix nahi karna chahiye bol ke apne trading strategies aur planning ko change karna chahiye Kyunki different times of a market ki situation different hoti hai isliye Hame Apna plan we change karte rehna chahiye
                • #9 Collapse

                  han g ap ne thek kaha hai mein bhi lot size fix rakh kar kam karta hon or lot size low rakhta hon es se hamara profit agarcha kam hota hai mgr es me loss ka khatra nhi hota or es tarha ham boht kuch sekh b rahy hoty hain to loss me jany se behtar hai k ham thora profit hasil kar lein
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya all trading fixed lot size par karne chaheye ya different lot size par ?

                    g bhai bohot informative post hy asi hi pasts karty raha kren taa k hamen guidence mil saky aur ham bhi achy trader ban saken ye jo ap apna experiemce share kar rahy hen wo hmary leay bht hi mufeed hy isky ilawa asi posts py pazeerai milni chahiye aur trading k leay new memners ko seekhny ka kuch moqa milna chahiye aik insan mehnat kr k knowledge gain kar k jab dosro sy share krta hy to usy usky mutabik pazeerai milni chahiye yahi aik achy insan aur trader ki khasosiat hy k achy ko promote krta hy aur ghalti wagera ko drust karta hy isky ilawa forex me kuch ash senior members bhi hen jo dosro sy apna experience aur tricks wagera share nahi krty asa nahi hona chahiye hamen jis cheez py profit ho rha hy ap dosro sy share kreb aur unko bhi moka mily k wo bhi achy trader ban saken shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya all trading fixed lot size par karne chaheye ya different lot size par ?

                      forex mai hamy aik lot ko aik bar use karna ho ga agar hum apna caoital baraha dy to hamy lot ko chgane karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X