Trade open karty waqat hathon ka kanpna...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open karty waqat hathon ka kanpna...
    Dear members of Pakistan forex forum main ny aisy aisy dalyr traders b dekhy hain jinky hath trade open karty waqat kanp rahy hoty hain aur wo botton k nazdeek hath ly k hath ko peechy hata laty hain aur yehi surate haal kafi time tak chalti rehti hae to meri aisy manjhy huay traders sy darkhast hae k khuda k wasty study kar lo forex ki mehnat sy seekho forex ko kabhi heart attack na ho jaey apko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han main ny b aisy tharill trader dekhy hain jin kay hath kanp rahy hoty hain trade karty waqat aur wo hath ko sell buy botton k pass ly ja k wapis kar lety hain aur us waqat unky gandy moon dekhny waly hoty hain aur unko chaeay k wo mehnat karren aur dill sy forex trading ko seekhen tan k heart attack sy b bach jain aur iss surate haal sy b bach jain.
    • #3 Collapse

      Nahi dear Aisa bilkul Bhi Nahi Hai trailer truck baat nahi katte I am trade Laga Dete Hain bas Bazar soche samjhe Agar Apna Paisa Ho toh phir Hamare Haath zaroor karte hain trade Lagate wakat aur Heartbeat Bhi Jyada Tej Ho Jati Hai Lekin bonus account par Aisa bilkul bhi feel nahi hota agar Hum Dar Jayenge forex market Mein trade lagaane ke liye mummy ka BP profit nahi hoga
      • #4 Collapse

        Lack of confidence ki wja se asa hota hoga ap k sath bhae, otherwise asa ni hona chahye, ap apny ap ko confidenent kren ta k ap achi trade kr sken
        • #5 Collapse

          jahan tk mera khyal ha to aisi bt nhi ha k trade open krty waqt logon k hath kanpty hon.han albta ye ho skta ha thora sa lake of confidence ho skta ha.agr kisi member k real amount deposit ho to shyad kisi k sath aisa hua ho ni to maximum bold trading krty hen forex m.
          • #6 Collapse

            Slam bhai
            Mery khial sy insaan k hath tabb kanpty hain jab usko apny oper yaqeen ni hota hy aur ussy lagta hy k woh loss kar baithy ga is waja sy woh apni trade par concentrait ni pata loss kar baithny ki waja sy next trade mai usky ziada hath kanpty hain
            • #7 Collapse

              forex trading mai agar hum kamyab ona chahte hain to humey apne emowtions ko control karan chahie q k agar hum apne meotions ko control ni karian gay o hum kamyab ni honge aur forex trading ek risk hai aur jita a zaida lo ay utna he apko fadia hoga so nadar ho k tradeing karo
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear grend ye aim kam hai jis mai kabi loss ho ga kabi profit ho ga jesa har kam mai hota hai es mai sirf profit ki umeed karna bhot bhari bewaqufi hai es liue es mai hatho ka kanpna or tabiyat ka khrab kar lena sab fazol ki harkaty ai jab kam karna hai to sahe brave h kar kary chaye haar ho chaye jeet.

                اب آن لائن

                Working...
                X