NEver loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    dear koi b business app start karty ho to us me loss ho ga hi magar jesy jesy app ko expernice hota jaye ga app ki trading achi hoti jaye gi, or esa koi trader nahi hy jes ko kabi trading me loss na howa ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Dear main ne to kai bar loss kia hay aur mare khyal main forex trading main koi trader b asa ni ho ga jis ne loss na lie ho aur profit he earn kerta rha ho Forex trading aik risky business hay is main jase hum bohat sa profit earn ker sektay hain isi trah se is main loss k chances b ziada hain but i thin k hum forex k knowledge aur experience se is loss ko recover b ker sektay hain.
      • #243 Collapse

        forex trading mein aisa koi bhi trader nahi hai ke jisko is mein kabhi bhi loss na hua ho,is mien har kisi ko hi loss hota hai bs is mien apko apne losses ko manage karna ana chahiye.
        • #244 Collapse

          forex main loss her trader ko hota hy koin k us main just analysis hoty hian our ye fail bhe ho jatay hain koi bhe 100 % confirm market move ko nahe bta sagta hy so humean small lot size use kerni chahy ta k loss kum ho
          • #245 Collapse

            Dear is business me loss is business ka hisa ha hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam liaa kareen kyun k is business me loss hmen kabhi bhi ho skata ha isi liye hmen hmeshah sbr se kam laina chahe is business me achi earning krni ha tu
            • #246 Collapse

              Mera experience to yehi kehta hy keh loss profit key sath sath hota hy aur is sey bachna mushkil hota hy. Hamain loss ko kam karna hy aur profit ko increase krna hy aur agar ziada loss ho jaye to us ko recover krna hy. Hamari strategy yehi honi chaheye keh loss kam sey kam ho aur profit ziada ho. Is key leye learning aur practice buhat zaroori hoti hy.
              • #247 Collapse

                dear friend mary khyal sy forex aik riski bisiness hai iss mai loss to har kisi ko ho hi jata hai but apni mahnat sy ham iss kaam ko achi trhan sy sahi waqt par tyrad lgain to hmain profit ho sdakta hai
                • #248 Collapse

                  forex esa kaam hai jis mai loss ko hona hi hota hai achy trader wo hoty hain jo apny experince or knowledge sy loss ko apny prpfit sy recover kr laity hain asani k sth hum kamyab hu skty agar mehnat kry or dil laga ksikhy esy but esa koi nhi hai jaisy forex mai kabi lossna howa hu
                  • #249 Collapse

                    is may kaam krty howy hamen chiye k ham ismay loss nah karyen or is may jahan tak ho skye is may kaam ko asani k sath karna sekhayen or is may easily mood k sath work karyne or dosaron k ideas ko dakh kar watch karyen or phr is may kaam karyen
                    • #250 Collapse

                      bhaeo dunia mae insan kuch pata ha and kuch lose karta ha .busness mai to pana khona laga rehta ha so lose and found hamaisj=ha sath sath rehtay ha.agay bharho khonay and panay k dar k bina.
                      • #251 Collapse

                        esa bilkul nai hay k koi esa trader ho jis ne jo bhi trade forex trading me open ki ho or usay sirf profit he hua ho. forex trading ek business hay or porift and loss both are the main part of any business such as in forex trading. so according to my opinion it is impossible to get 100% accuracy in Forex trading business..........................
                        • #252 Collapse

                          asalam o alikum friends kaise hain sab bhai aysa koi trader mere elam main nahi hai jo sifr profit hi karta ho loss na akrta ho loss har trader ko hota hai lakin wo loss ko cover karte hain ya lloss kam or profit zada karte hain jiss ki wja se wo kamyab hote hain magar loss har ak ko hota hai
                          • #253 Collapse

                            SAlamn brother meray khyal se forex mein koi b asa banda nahi hoga jo yeh keh sakhey yeh phir claim karey k meine profit hi profit kiya hai forex mein kyun k har trader ko forex mein kahi na kahi loss ka samna zaroor karna para hai.
                            • #254 Collapse

                              Meray khayal key mutabiq aisa koi nahi ho ga jis ney kabhi loss na kia ho. Jab log trading start krtey hain to kafi loss bardasht karna parta hy aur phir us key bad market key risky honey ka andaza hota hy. Isi ko experience kehtay hain aur phir ahista ahista logon ki trading perfect hoti jati hy aur woh acha profit lena shuroo kr detay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                business main profit and loss saath saath chalte hain is liye forex main bhi aisa koi naa ho ga jis ne kabhi loss naa kia ho lekin loss se ghabraana nahee chaye balk is ko face karna chaye aor is se apni mistakes ko samajhna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X