risk tolerance management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk tolerance management
    dear friends jab aap dekhen k koe pair loss men ja raha hae aur apko mehsoos ho k ab uski movement mazeed ni honi to aap apna stop loss utha k mazeed door lay jain matlb apny risk ko barha den market ki situation k motabic aur baz dafa price action ko dekhty hua risk kam ya ziada maintain karren forex discipline say hat kar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne aik idea dia hai market baz aoqaat hamare stoploss ko hit krk phir wapas mur jati hai, isliye hamen apni trading men stoploss ko zarur thora bahot ooper neche krna chahiye ta k ham apni trades ka setup better kr saken.
    • #3 Collapse

      Gee han main aap ki baat se ittefaq krta hu kuch hadd tak, sometimes aisa kr lena chahiay market movement ko dekhtay huay. Lakin agar market main fluctuation ziada ho rahi hai to phir SL aur TP ka decide krna kuch mushkil zaroor ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Ap nay bat achi bat share ki hai ke halat aur moqa mahal ko dekh kar baz okat faisa kia jata hai is ley market ki movement se kbi bhi khod ko bhr na smjhein matlb note karte rahein.Market main risk ka tolerance hona chaye koun ke baz dafa market apki soch se kahen agy hoti hai tu asay moqay per in baton ka khiyal rakhna bahat zarori hota hai
        • #5 Collapse

          Risk ko har lehaz se manage karna chaye aur km az km atni konjish zaror rakhein ke markst agr kisi bhi waqat bara lamba turn le tu ap khod ko save kar sakhein .Risk tu is busniess ka hisa hai is se khod kp ehleda karna mushkil hi nai namumkin hai
          • #6 Collapse

            app ki baat theek hai but meri advice hai k ager app k technical analysis achy hain ouir app samjhty hain k high probility trade hai to stop loss use he na krean balkay app wait krean our small lot he use ker k trade karen koin k us main money management zarori hai
            • #7 Collapse

              Ji sb dosto ny bahoot achi information di hy main app sb sy itafaq kerta hon please app is ko nazer ma rakhy k jb app ko market k wapsi k chance nazer ay to app stop loss ko thora move kerwa ly thora risk lainy sy may b app k market wapis aa jay aor app ko loss na ho.
              • #8 Collapse

                agar hum kam say kam risk rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay es business main lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach ki waja say market main loss he hota hay sabr aur mehnat humary liey bohat zaroori cheez hay es kay bgair forex trading main humay kamyabi nahi ulta loss ka samna karna parta hay
                • #9 Collapse

                  Forex trading main management bahut jyada important hoti hai aur Agar aapko Forex trading mein loss ho jata hai to aap apne nuksaan ko recover karne ke liye planning se kaam kare aur aapne Hamesha Apne order ke sath stop loss lagana hai Jab stop loss Lagate Hain Tu Is Tarah Se Apne account mein risk manager kar sakte hain aur apne Hamesha Itna stop loss limit Lagani Hai Jitna aap easily bardast kar sakte hain aur aapne is loss recover kar sakte hain market main Hamesha Apne risk manage karna hai aur Forex trading Mein apna kaam karna hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Brothers, risk har business ka hisa hota ha so forex main bi risk lazmi hota ha but hamain tolerance ka muzahra karna chaheay and stop loss use karna chaheay...sometime stop loss ko mazed agay lay janay se loss ko profit main tabdel keya ja skta ha but sometime yeh zeada loss ka sabab bi ban skta ha...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X