Apny mind sy trading krain kisi ki baat per dhyaan na dain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ayan پيغام ديکھيے
    jab tak mai apny mind sy trading ker raha tha tab tak to bht hi acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raHA hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
    Yeap you are right Bro Trading apni skills se karni chahye agar hum signal k mohtaj rahenge to eik sawal peda hota hai kab tk ? yani k hum kab tak signal k mohtaj rahenge or apni skills ko utilize kab use krenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      nahi yar senoirs ki baat par i think dhen dyna chaiye jo k new users hain nahi tu start mein kuch samja nhai aye ga trading ka or loss ho jya ga sb kuch
      • #318 Collapse

        je meray yah baat sab se achi ki kay kisi ki baat per dhyan na diye jaye aur apna kaam kiye jaye is se faida ha
         
        • #319 Collapse

          g han meray bhai ap sirt apni aqal say trading karen is k bajye k ap dosron ki bat sonay agar nuksan howa to ap us ko b zimadar thehrayen gay is liye ap apni marzi say kam karen.
          • #320 Collapse

            Ye tek hai kah apne mind se trade kare lekin yaha ye bat bahot aham hai kah ap k pas trading experience kitna hia qk ham jab apne mind se trade karte hia to zyada ter ye lost mai jata hia qk hamain market k movement ka kuch pata nahi chalta es waja se lost hota hia. To trade karne se pahle internet per tasli kar ly kah apka trade sahi hai ya ghalt
            • #321 Collapse

              This enables us all to perform the trading in the line of current trend and to avoid more improvised and UN-benificial disscussions. As we all may have experience that sharing the thought is good but commenting on it is very responsible and the worth is lost.
              • #322 Collapse

                Bro main tu Apny hi mind say Trading karta hun, Q k aghr hum kisi Or ki De hoe Startge Per trade karain Tu Aghr Os main Loss hoa tu Phir Bohat ziada Dukh hota hai, Hummy apny hi mind say trading karni chahiya takey Aghr Loss Bhi Ho tu itna Dukh na ho....
                I Neend Good friends............ :confused:
                • #323 Collapse

                  jee bhai jan aap ne billkul saahi kaha hai hamy trading ko pehly bht learn karna chahiye our is ke bat hamy apny real account se trading karni chahiye mgr me tu yehi kaho ga ke agr ham apny senior se help milti hai tu zaror lya kary
                   
                  • #324 Collapse

                    i agree with you forex trading start krte hain to ap ku bht sare log mashwara day rhe hote hain bt ap ku kisi ke batun ma ni ana chaie aur apni smaj buj k sath khud trading krni chaie to ap satsfied rhenge.
                    • #325 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ayan پيغام ديکھيے
                      jab tak mai apny mind sy trading ker raha tha tab tak to bht hi acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raHA hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
                      brother i am agree with you hmen apnay mind say trade krna chahye dosron ki baton par nai ana chahye or brother jab ham apnay mind ki bjae dosron ki suntay hn to hmen loss hota hay trade ma but jab khud kray gen trade to tab hmari trade kay profit ma jany kay chances hotay hn
                      • #326 Collapse

                        bhai ap ki is bat sa main ikhtalaaf karta hun q k koi kaam tab tak hamen khud ni krna chahiya jb tk hum master na bn jain hamen apna seniour sa mashwara lety rahna chahiya q k un k pas hum sa zyda ilm hota hai...
                        • #327 Collapse

                          ASSALAM-O-ALAIKUM apny bilkul mere dil ki baat hai brother kisi ki baat per dehan deney sy behtar hai ky hum khud sy trading karen or ussi mein learning kar ky agay barny ki koshihs karen
                          • #328 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ayan پيغام ديکھيے
                            jab tak mai apny mind sy trading ker raha tha tab tak to bht hi acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raHA hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
                            gi han insan ko kuhd apney mind se trading karni cahiye doosron ki baton per dehyan nahi dena cahiye per ager koi sahi bat bta raha ho tu us per aml kana cahiye
                            • #329 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ayan پيغام ديکھيے
                              jab tak mai apny mind sy trading ker raha tha tab tak to bht hi acha tha q k ager meri trade ghalat bhi ho jati to ilzaam mai khud ko hi de sakta tha but ager kisi ki baat ko dhyaan mai rakh ker trade karain gy to ager wo trade ghalat ho gae to ap khud ko bhi or us ko bhi blame kerty rahain gy is liye trading khud sy hi kerni chahiye mai ny news ko dekhty howe ek trade ki hai jis mai mjhe loss ho raha hai or ek trade jo mai ny news ko dekhny sy pahly ki us mai bhi mje losss ho raha hay
                              agr ham apny mind sy trading karyn gay to ham khbi profit hasil nahi kar skty q kay hamay sahi sy trading karna be nahi ataa .... Agr ham is kay baray mai kisi say mashwarra kayn gy or us kay kam karny ko follow karyn gy to phir ham profit hasil kar skty hain..............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                G hain brother mai ap ki baat set agree karta ho hr traider ko apney mind sey trade karni chahye kui ke hr aik ka point of view different hota hy or wo achi trade kar sakta dosrey ke nisbat.agr !st waley ko loss howa tu 2nd wala bach sakta hy loss sey agr wo apney mind sey trade karta hy tu.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X