Kesi ko professional trader banna ho tu kya kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kesi ko professional trader banna ho tu kya kare
    Professional trader banna itna asaan nahe eske leye kafe ziyada mehnat ki zarorat hoti hai ye bat nahe hai k koi professional trader ban nahe sakta par yahan par aksar hum os level tak mehnat nahe karte jetna k kesi professional level k leye zarore hoti hai hum sirf basics ko learn kar k mazeed learning ko chor daite hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaisy mainy forex k bary mai suna hai agar hum expert banana chaty hai to hum ko ais market mai kaam karny se phly learning karni chaye aus se hum ko ye faida hai k hum ais mai achy se phir kaam kar sakty hai jo study ki hoti hai aus ka faida hum ko hota hai.
    • #3 Collapse

      Professional trader bnany ke ley ap ko is main skill pida karna jo gi aur skill knowledge aur experiance se ati hai jitna ap zaida knowledge per focus karen gy tu ap jald hi aik professional trader bn jain gy is ke ley apko sakhat mehnat karni ho gi
      • #4 Collapse

        Professiiona trader ban'ny k liy sb se zeyada zaruri mind setup ka Zaruri he, q k ye Mind setup hi he jo Achhy ananalysis Krwata he yehi he jo hr waqt markete Analysis Krwata rehta he, Mera to yehi Man'na he kmind setup sb se bri kunji he Professionalim ki
        • #5 Collapse

          Professional trader k leye ache experience skills k sat sat hard work aor struggle be karna hoga kiu k es k bena koi be professional level tak nahe ponch sakta ab experience aor skills bena proper learning k aor practice k nahe gain ki ja sakte so learning buhot he zarore hai
          • #6 Collapse

            Ager ap aik acha traderbanna chaty ho to is ky leay ap ko chaeay ky ap ya to ap is ky bary main study kero ua you tube py is ky bary main phro is terha ap jb is ko mukamal seekh lo gy to ap aik achay trader bn sakty ho aur kamyab. Ho jao gy
            • #7 Collapse

              Hi mate! Professional trader ban janay ke liay kuch rules and regulations hain. Sab se zaroori fundamental forex trading ka knowledge, 2nd full market analysis aur phir market main calm donw ho kr proper tareeqay se market trends ko samaj kr trade krna shamil hain.
              • #8 Collapse

                Zahir si bat hai kisi b kam mai profashnal hone k liye os mai din rat mehnat karna parti hai phr ja k hm os maqam mai pounch sakty hai esi tarha tteadong mai b zaruri hai k hm bhot zayda mehnat kary tab ja k hmy es k samjh aye gi or eay hm aik bussnies ki tarha chala saky gy.
                • #9 Collapse

                  agar hum professional trader banna chahty hay to zaroori hay forex trading kay bary main knowledge gain karen kyun keh knowledge ko gain kar kay he hum amrket main achi earning kar sakty hay es business main humay khoob time daina cahhiye aur mehtna krnai cahhiey tab he achi earnign kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    slam g bhai agr ap nay aik acha expert bnn ha to us kay liay ap ko mehnat bi double krni ho gy mehnat kay bgair to koi bi kam asan nahi hota to is business main agr ap ko acha professionl expert banna ha to mehnat to phr lazmi krni pray gy tabi hmay kamyabi milay gy
                    • #11 Collapse

                      Mera man'na bhe yehi ha ham log thora bht knowledge hasil kar k samjhty hain k ham kafi achy trader ban gy hain aur ye k ham ab loss nahe karin gy lekin esa ni hota hamko learning process ko jari rakhna chahey aur hmesha kuch na kuch seekhty rehna chahey.
                      • #12 Collapse

                        Agar professional trader banna hai toh aapko operational trader Ki Tarah maine karni hai aur professional trader Ki Tarah Apne andar qualities create karni hai aur Jis Tarah Se Ek professional trader kaam karta hai aapne Usi Tarah Se Forex trading main apna kaam karna hai aur iske liye aap ko bahut zyada hardworking ki aur bahut practice ki jarurat hoti hai phir aap apne aap ko ek professional traders bana sakte hain aur ek professional trader qualities develop hongi Jab aap professional trader ko follow Karenge
                        • #13 Collapse

                          G han ap ki bat bilkul theek hay is may koi shak nai k aik acha aur kamiab trader banne k liay humay boht zada mehnat ki zarorat hay jo bhi profesinal trader hay wo boht mehnat jar k us mukam tak pohance hay agar hum bhi profesinol trader banba cahte hay tou humt is may boht mehnat ki zarorat gay tabhi hum aik kamiab trader ban sakte hay
                          • #14 Collapse

                            Aslam o alikum mere pyare bhaion Kisi b kam k liye mehnat to zrori hy jo jitna zyada time de ga utna he Acha or expert trader bne ga expert hne k liye mehnat boht zrori hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Professional trader bannay ke lie darj zail baton per amal karna zruri hai.
                              1. Har trade per stop loss lazmi lagain.
                              2. Apna aik trading plan banain aur us per achi tarah se amal karian.
                              3. Aap apni aik trade per 2 feesad se zaid margin ka risk mat lain.
                              4. Apne jazbaat ko aik taraf rakh kar trading karain.
                              5. Ap kabhi bhi trade apnay loss ke recover karnay ki niyat se mat karain agar asa karain gay tu aap ke emotions involve ho jain gay.
                              6. Trade siraf us time karain jab aap samjhain ke yeh right time hai trade ka.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X