3 sal bad bhi trader fail kun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 sal bad bhi trader fail kun hota hai
    dear all senior trader mai say ye swal pochna chhata hun k ziada tra trader 3 say 4 sal bad bhi kun success nahi ho poty iski reason kia hai k wo loss per loss karty jaty hain please details k sath sab apny apni ray btain ju hkeekat ho bat wo btain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main traders k failure ki reason ye hai k us main humery pass aik to knowledge us business k barey main kum hota hia pher hum learning bhe nahe kerty hain our our sath main humera demo experience bhe sufficient nahe hota hai us wja say hum forex main loss he kerty rhety hain mean reason humera greed bhe ata hai
    • #3 Collapse

      Dear ye to apne bahot hi achi baat ki hai asal mai hum log forex k bary mai study to karty hai magar aus par amal ni karty ya hum log lalch kr jaty hai jaisy hum bahot hi bari lot use karty hai agar faida ho to thik warna humra account wash ho jata hai jitna humra account hota hai aus k hisab se lot lagani chaye tb hi hum safe ho gay.
      • #4 Collapse

        Dear koi bhi trader forex mein us waqt nakaam hota hy jb woh laalach krta hy,trading rules ko ignore krta hy ya phir overconfidence hota hy aur in teeno soorton mein chahy kisi ka experience 3 saal ka ho ya phir 10 saal ka is tarah ki situation kisi k saath bhi ho sakti hy
        • #5 Collapse

          3 saal bad b ak trades isi liye fail hota hy q k wo forex market may siraf paisa banany k liye aya howa hota hy or forex market baghair kisi knowledge and experience join kar leta hy jis ki waja se wo hamisha fail hi rehta hy or agay nahi barh pata.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Experiwnce kam hota hy is liya ham ko phr ehsa hota hy agr ham is trha sy kam krty hy itny taime bad to ham ko kuch nai milta hy kio k hamara experience kam ho jata hy agr ham itnytame bad kam krty hy to ham kam thora bhol jaty hy phr sy thori paractis krni parhti
            • #7 Collapse

              Dera member pehli bat ye hai k ye to ho nai sakta k 3 saal bad b koi treading mai succsesfull na ho agar phr b aisa hota hai to os ki yahe waja ho sakti hai k wo member phr apne kam mai inyres henai rakhta kun k agar dil lga kar kam kiya jaye to 3 saal to kia 3 mah mai b bhot kuch seekha ja sakta hai.
              • #8 Collapse

                3 years key bad be agar koi traders forex me fail hota hay aur musalsal trading me loss karta hay to es ka matlab ye hay key esy traders ko learning ki zarorat hay aur market ko analysis karna esy traders ko bilkul be nahi ata hay.
                • #9 Collapse

                  Ager koi trader 3 sal forex main lgany ky bad bi fail ho jata hy to us ki apni galthian hoti hen jin ko ya to wo samaj nai pata ya phir wo un sy sabaq ly ky un ko daruat nai kerta kuen ku jb bi koi trader apni galthi samj ker door kerta hy ti sawal hi ni hota ky wo fail hai jau
                  • #10 Collapse

                    Hi, aap ki transaction ke kamyab honay ke liay koi fixed timeframe nahi hai bhai forex market main. Market main koi senior ho ja junior, sab ko profit ke sath sath loss bi hota rehta hai kiu ke market trends ksi ik individual, group ya company ki taraf se control nahi hota, Public sentiment per depend krta hai hamesha.
                    • #11 Collapse

                      app ki bat bilkul sahi hai k trader 3 sal bad bhi fail ho jata hai kun k iss leay k wo forex mai rules aur regulation k sath kam nahi karta hai jiss ki wja say usko har dafa loss ka samna karna par jata hai aur wo iss mai lach boht karta hai jiss sy suko loss ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Traders ki nakami ki waja unki achi trading na kerna hai means un ho ney theek se trading kerna seekha hi nai means k experience gain nai kera jaise market analysis theek se nai kerna seekha koi best strategy nai develop keri greed or emotions per acha control nai ker sake or capital acha set nai kera or risk ziada lete rahe jab k capital itni acha nai yeh kuch main reasons hain mostly traders k Forex me nakam hone k 3 se 4 sal bad b.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading main fail Insaan apni mistakes ki wajah se hota hai yahan acchi Tarah experience kar le aur practice kar le aur ek complete strategy planning ke saath Agar kaam karte hain toh aapko Kabhi fail nahi hote aur aap Hamesha profit Hustle Karte Hain aur ye aapke liye bahut jyada Zaroori Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Dear bat yeh ha k forex main kamyab honay k leay yeh lazmi nai ha k ap 3 saal mehnat krain ya 2 saal mehnat karin. Forex main kamyabi ka daro madaar ic chez pay ap ap forex learning main kitnay intersted ho aur forex ko kitna time detya ho aur kitni demo pay practice kitni news analysis etc. Yeh sb chezain forex main kamyabi pay assar andaz hoti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              After long time Dictator working acche se nahi karega aapna kaam working se regular nahi karega toh isko sport 20 regular nahi milegi proprofit degenerate easily nahi kar sakta hai kam karne ke liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X