"An investor many important work is Forex research"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    humain is main achy say invest kar kay kam karna ho ga jis say humain market main kam karny main ziada achi earning hasil ho sakti hay demo ko use kar kay market main ana ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      is main hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum sucess ho skay gay aur trend ko mind main rakh k hi hum achi trade kanry k kabil ho skay gay
      • #18 Collapse

        Ys bro forex hamre liye sab se acha work h hum os ma bohat kuch hasil kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha
        • #19 Collapse

          forex trading main agar hum mehnat karen gay to he humari mehnat humary liey rang lati hay aur humay chahiey keh dill lga kar focus karen trading par aur ye bohat acha business hay sahi time daian chahiey
          • #20 Collapse

            research karne se or analysis karne se he aap ko market ki sahi knowledge milti hai jab tak aap market ko samjhen ge nahi tab tak aap kaam nahi kar paen ge is me agar aap chahte hain ke aap is business me earnings kar saken or profits kama saken is market se to aap ko definitely bohat soch samajh kar kaam karna pare ga jitna khayal se chalen ge utna he ziada aap ko faida ho pae ga is business me .
            • #21 Collapse

              g han forex market ko analysis karna or es me research karny se app ki trading achi ho sakti hay or app k knowledge me b ezafa hota hay, forex me jetna b app research karo gey app ko achy se acha ideas milty rehy gey.
              • #22 Collapse

                Jab tak ap market may aa kar is ko join kar knis may trade nahinlagyen gay ya is may trade lagany k lye invest nahi karyen gay tu ap konis say b kich profit nahi hasil ho ga ap ka kaam karnay k lye ap kk os ka analsulysis ki b zarorat parti ha is ko samjhana b zarori ho jata ha is ko kesy samjhyen gay ap
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                  Forex research will be most significant of the Forex trader. When we wish to accomplish properly we will need to get it done properly. In any other case we are going to not really carry out properly inside our Forex stand. So we have to get it done.
                  That is true research is very important for us,If we want to get success in this market we need to fine out old market trend market movement because this is the key off success in this market,specially news volatility we need to fine out previous news impact in this market its a gold key off success.
                  • #24 Collapse

                    Bhai nahi tu bari pati ke baat kahi hai ke jo be ho lekhen research achi honi chai investment to hoga he hoga aur paise tu melti he hai agar insan kamm karna chata hai tu lekhn kare be tu kia kare
                    • #25 Collapse

                      hmmm mary keahal sa agr ham invrst kary to aas ko soch samj kar paher invest kary warna na kary q ka as ma ham ko bhut loss hu sakta hi agr ap ko experience ni hi to ap ko cahyea Forex ka istamal karna q kay ya ak bahut acha business hi
                      • #26 Collapse

                        ha g ham janty hai k forex aik boaht risky kam hai or hamain forex se agr regular income chahian to ha ko forex per close look rakhny ki zaroorat hai is lai jo invester hai wo in all factor ko understand karta hai tab ja kar trade lagata hai to is lai ham ko blindly trade nahe karny hoty
                        • #27 Collapse

                          jo bhe us market ko learning kernay k bad he live account main trading kerta hai to pher wo us market say acha profit ker sagta hai to humean us main mehnat kerna ho ge pher he hum aik successful trader ban pain gaya
                          • #28 Collapse

                            Forex market mai investor ya investment ki bohat zada important hai. likan es kay sath forexmarket ki learning aur planning ki bhe bohat zada important hai. planning ki madad say hum forex market mai regular earning kr sakty hai.
                            • #29 Collapse

                              aap ne bilkul sahi kaha k forex main research karne se ham achi trading karne k qaabil ho sakte hain aor apni life ko change kar skate hain lekin learning and practice ki bohat zaroorat hoti hai is liye learning aor practice pe ziada tawajja dena zaroori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ye ak boht hi best buisness hai aur invest karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur profit hasil karny main bi asani ho skay gi aur market main learn kar k enter karein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X