Forex learning for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex learning for new traders
    Dear kindly iss per apnay comments dain kay aik new trader ker forex kahan se learn karni chahyea aur kya kya fundamental steps pahele learn karnay chahyain kay woh aik acha trader ban sakay thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading new members kay liay hai agar ham forex trading karna chatay hain or sat main learn bhi karna chatay hain to hamain chiay kay jab bhi ham trading karain pelay basic technical Annaylis zaroor kr lain or us kay bad different strategies use karain is tara hamari sat sat learning bhi sahi hoti rahay gi.
    • #3 Collapse

      Forex learning ap demo account py kr skty hyn ap forex google py sekh skty hyn ya phr ap ksi friend se b sekh skty hyn kam az kam bndy ko chart analysis krna ana chahiy
      • #4 Collapse

        Forex trading learning k liye aik to best place hai yeh Forum jaha bohat se traders hain jin se ap ko guideline miley gi tips mile gi technique mile gi different means trading me help mile gi new traders ko or baki demo account ko use ker k free me learning kerna chahye unko or insta bonus balance se trading ker k real experience mile ga means apni pocket se paise lagaye bina insta bonus balance de raha hai is Forum per kam ker k to new traders ko yaha se learning kerni chahye..
        • #5 Collapse

          Dear mere khyal men pehle newbie ko forex basic ka pata hona chaie forex Hy is ke bad us ko ark aek point sekhna chaie fundamental anylisis aor istarah wo ark ark kar ke jab sekhe ga tab wo forex ko asani see sekh Jaye ga aor agar apne sab kuch ikhata knowledge de dia to work is tarah nai sekh paye step by step sekhna sekhna chaie
          • #6 Collapse

            forex seekhny k liey newbies ko pehly forex ki theory ko seekhna samajhna ho ga aur us k baad aik demo account bana k us mein practical seekhny k liey pratice krna ho gi ta k theory aur practical dono ka pata chal saky aur baad mein real trading k dauran kisi qism k problem ka saamna na krna parry
            • #7 Collapse

              Forex mai sab sy pehla qadam he learning hai or os k liye zaruri nai k ap koi idara ya school ka wait kary .ap agar aik mah tak b posting ko achy sy read karty hai to ap ko apne sary sawalo k jawab mil jaty hai es k elawa b jo bat samjh nai ati hm wo sawal poch sakty gai jis k jawab hmary seenior hmy daty hai jis sy hmari learning bhot achy tareqy sy ho sakti hai es k bad b agar ap ko koi chez samjh nai ati to u tube py forex learning ki clasis chalti hai waha sy hm seekh sakty hai .laken seeekhna must hai begair seekhy ap sirf yaha tym he west kar sakty hai or kuch b nai.
              • #8 Collapse

                Bhai jan jo bhi new ho forex trading mn uce chye ko wo youtube per dekhay videos aur agar koi question ho to easily forex pak kay ic foroum mn apne sawalat k jawabat lay sakta hay - expert k views dekhy k wo kese analyse krtaa hay market k jo kay bht eham hay aur practice v karay
                • #9 Collapse

                  Yah forex main learning kerna boht zarori hy us main app k pass koi bhe knowledge ho ya experience like price action ya VSA k oper trade karean gy our sath main money management main trade kerty hain to koi bhe strategy kisi bhe knowledge k oper trade ker k profit ker sagty hain
                  • #10 Collapse

                    Meri tajveez new commer k liey yahi hai k wo google se forex k barey me sekhne k sath sath apne un doston se bhi sekhen jo already ye forum use ker rahey hain ta k sekhne me asani ho.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main jo log new trailers Hote Hain unke liye Jaroori hai ke woh forest reading ko Pehle achi Tarah learning kar le aur uske baad Yahan Par Apna Paisa invest Kare aur kaam ko start Kare Jab tak Forex trading ke baare mein knowledge nahi hoga aur Unki learning complete nahi hogi yahan par kaam karke Prophet Hustle karna almost impossible hai
                      • #12 Collapse

                        Dear aaj kay IT kay daur mein koi cheez mushkil nahin hai aap internet per koi bhi topic search karain uss kay related bahut sara mawaad mil jata hai aur aap ghar beth kar bahut kuch seekh saktay hain aur MT4 mein demo per practice bhi kar saktay hain
                        • #13 Collapse

                          agar hum new hay to humay chahiye keh market main theak say learning karen kyun keh leaning kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money managment karty hwuay he trading karnay main he faida hota hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            New traders ke liye Forex trading ke learning bahut zyada important Hoti Hai Jab Tak learning complete nahi hoti inco account mein kam nahi karna chahiye tha haan Sahi Hai Apna loss kar lenge isliye Pehle Apne learning ko Hasil Kare aur uske baad Phir Apne account mein kaam ko start kar sakte hain learning Zyada Zaruri Hota Hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X