planning vs experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    planning vs experience
    Firrx trading mn aik bat zaroori ha k experience ho tu ap ki plannimg bi achi ho gi is trading mn jitna zayada experience ho ga trading urni hi achi ho gi is lie forex trading mn plaanig mn kayabi experence k sath hi hoti haha,so experience dominating planning
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ne bahot hi avha thread open kia hai agar humry pass experience hai aor hum ais market mai kaam karty hai to ais se ye hai k hum ko acha profit hota hai magar hum agar new hai to hum ko acha plan bana k aus pr kaam karna chaye tab hum ko ais mai faida ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Planning aur experiance is busniess maim bahat hi zarori hein lekin planning without experiance ke kuch bhi nai hai agr planning achi kar lein lekin apko forex main kam karny ka experiance na ho tu apki planning apko kuch bhi faida nai de paye gi is ley demo per practice kar ke apna experiance increase karte rahein aur lhod kp is qabil bma lein ke jb bhi trading karen fully profit wali ho
      • #4 Collapse

        Agr ham dono k sath kam krtt hy to ham bhot zeada kamyab ho jaty hy is liya ham ko doni k sath kam krna chiya planing kisi bhi ka ko krny k liya bhot zeada zarori hoti hy our hamari jo planing hoti hybya ham ko kamyab bnai hy our experience bhi hona bhot zeada zarori hota hy
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main planning karty huway he trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay experince ko enhance kar kay trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khooob focus karna chahiye tab he humari trading achi aur behreen ho sakti hay
          • #6 Collapse

            dear brobforex trading main experience aur planning ka apus main bahut gehra rishta hyager ap ke pass experience ho ga to hi ap planing ker sakin ge aur hamesha planning se hi forex trading main kamyabi milty hy ,jitny bh expert traders hn wo subh hi almost planning se trading kerty hn aur kamyab bh hn
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Planning or experience ko main different trha sy explain krna chata hn jis sy ap ko clear ho jya planning sy he hum apna kam acha kr sgty hain aur os ko up to date rakh sgty hain lakin kam min profit k lia zarori hy ap ka experience q k planning ap ko experience sy aya gi to mari nazar main experience both zaida zarori hy planning sy an experience man can b a good planner
              • #8 Collapse

                Mere khial me dono chezon ki apni jaga bohat ahmiat hai. Experience ho to trade achi lagai ja sakti hai aur achi planing se kamiayabi hasil ki ja sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Planning aur experience dono he bhot zarori hain forex trading mn kyun k aik acha plane apko aik ache investment ka moqa day ga aur experience apko aik acha profit day ga is lye I think dono he bhot zarori hain
                  • #10 Collapse

                    han je jab tak hum expirience ni lete hain tab hum kise bhi kaam ko krne me maher ni hote hain dosto
                    esi lia hume chahe k hum forex par bht zada practice kren demo account par
                    • #11 Collapse

                      Mere Khayal Se Forex trading main kaam karne ke liye aapke paas experience bhi hona chahiye aur knowledge bhi hona chahiye yeh Dono aapki bahut jyada help karte hain Forex trading main kaam karne ke liye aur Forex trading Mein profit Hasi karne ke liye Aur Yeh aapke paas Aate Hain aap se jyada Se Jyada practice Karte Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        planning without experiance ke kuch bhi nai hai agr planning achi kar lein lekin apko forex main kam karny ka experiance na ho tu apki planning apko kuch bhi faida nai de paye gi is ley demo per practice kar ke apna experiance increase karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X