hedging kya hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging kya hy?
    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum, aj mn apko hedging k bary mn btana chata hun, ek hi price pe 2 trades ek sell ki ar ek buy ki lga dena hedging hhy, dear hedging apko aksar nuksan poncha deti hy so beware of hedging.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, bro aap ne heading ki correct explain ki hai, heading ka yahi matlab hota hai k aik hi pair ko sell aur buy dono krna aur mere kahayal men to heading bilkul hi bekaar hai, hamen koi bhi trade open krne se pehle market ko achi tarah se analys kr lena chahiye ta k hamen heading krna hi na parre.
    • #3 Collapse

      Forex trading main hi hedging Ka Sahi Tarika hai ke Jabi aap car count loss Mein Chala Jata Hai aur aap Chahte Hain ke aap apni koi bhi Ladla mein Koi Bhi lot market ki loves mein nahi karna chahte to Surat Mein Jab Market 1 resistance break karta hai basically dwapar Star Plus hona chahiye lekin Agar Star Plus nahi hai to aap market ko add kar lenge Ek Bhai Ki entry lagakar Is Tarah Aap Ko Jab Bhai Ki entry se profit Hoga next resistance area Tak the more profit collect Karenge aur Market job Dobara se support area par Aayegi Pehle wali trade samaj mein loss me close kar denge
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading account ko money managemnet karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main account ko sahi say manage karna chahiey aur lot size bhi theak say use karni chahiey lalach nahi karna chahiye esmain

        اب آن لائن

        Working...
        X