When to stop trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai mainy to es main kbhi trading ko stop krny ka socha hi nahi hy shuru shuru main aaisa hota tha jab loss kr laita tha magr ab lossess k bad hi to theek sy work krna seekha hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Sir forex ki mareekt hamesha aik jaisi nahi rehti hai is may apko kaafi loss ya profits dono hi ho saktay hain kah markieet achi ho ye apnay khud faila kerna hota hai tab hi kuch profits lay saktay hain waisay nahi ye kam bhi kaaafi mushkil hai bohat mehnat hoti hai
      • #33 Collapse

        Jb ap loss me jane lag jao to trading ko stop kr do.Jab markete down honi shoro ho jaey to trading stop kr deni chahey Kion tb ap ko loss me jane kay kafi chacnes bar jate hain
        • #34 Collapse

          Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hyvyahan per apna stop trading ke bare mai pocha hy bhai g ye market 24 hour khuli rhti hy lakin ye 2 din saturdy or sunday ko bund rhti hy
          • #35 Collapse

            Dear jab ap ko huge loss ho tu ap ko trading stop kar deni hcahiye os k bad ap ko es businss ko seekhna chahiye itna seekhna chahiye k ap ko loss na ho aur phr jab ap es business ko sahii se seekh aur smjh k karo ta k ap ko ap ko acha fiaida ho skat hy soo ap mehnat musta karo aur jaise jiase ap ko rules pata hain on k mutabik kam karo aur earningkaro...
            • #36 Collapse

              Sometimes trader ko musalsal loss ko face krna prta hai jiski wja say usay kafi tenshion b hoti hai apnay balance ko lay kr or mere khyal say in conditions mai trader ko trading stop krni chahiye or real account say demo account mai shift ho jana chahiye or apni mistakes ko clear krnay k bad hi again real account mai trading start krni chahiye.
               
              https://t.me/pump_upp
              • #37 Collapse

                Jb b trader ko musalsal loss ho rha ho tb trader ko apni trading ko continue nhi rkhna chahiye blkay trading ko stop krna chahiye or apni mistakes ko clear krna chahiye Q k hmesha mistakes ki wja say hi trader ko trading mai loss honay k chances zyada hotay hai.
                 
                https://t.me/pump_upp
                • #38 Collapse

                  Asalam O Alikum dear friends how are yoy all? Hope going well and having a safe trading. Guys jab high impact news ho to agar ap trading mian new hain to apke lia trading se door rehna hi bahter hai
                   
                  • #39 Collapse

                    hiii to all kaise hain ap sab dosto. g bhai apne bohot hi ache topic pe bat ki hai kabi kabi waqai main hamen bohot acha profit hota hai magar ham amrkit se exit nahi hote or zada se zada ke chakr mainwo sab b loss kar dete hai is lia rules are best that when have to exit on how much profit
                     
                    • #40 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                      When you make your trading rules one impotent to make rules that when you will stop trading.

                      As forex trading is running 24 hours in the weekdays so you can open trade any time or you may have a position open anytime. But it is important to have time when you will stop trading. This is very important for you daily life as well as making constant profit in forex.

                      So in your trading rules make clear what is your trading time.

                      What is the maximum trade you will do in one day.
                      What is the maximum number of losing trade you can have in one day.
                      my dear brother hamein forex mein apni losing trade count karne ki bajaye is baat par tawajja deni chahiye k hamein trading mein loss hua kiun hai kab aur kahan ham se ghalti hui jo hamare loss ki wajah bani phir hamein future trading mein kafi fayida ho ga
                      • #41 Collapse

                        Forex Trading mein 24 hour trading ke jate he aur trader ko trading us wqt stop kr dena chahe jb us ko profit kuch ho jata he aur trade ko agr market ke trend ka pta nhe chl rha ho to us time bhe trader trading kuch time ke lie stop kr dia kre
                        • #42 Collapse

                          Jab aap dekhain keh aap mindly tor pr thak gayeh hain aur aap ki strategies ya planning fail ho rahi hain aur in sey loss ho raha hy to aap trading ko rest dey dain aur avoid krain. After few days, aap again is ko join krain aur fresh mind key sath trading krain. Is tarah aap ki efficiency bhi barhay ga aur aap ney jo profit safe kia hy woh bhi safe rahay ga.
                          • #43 Collapse

                            yeh baat hakekat hai ke apne ek plan decide kerna hai ke apne kaisa trading kerni hai kaisa trades ko manage kerna hai yeh ap ne planning kerni hai kiyun ke is field main kafi hurdles ati hai so is ko handle kerna lazimhai
                            • #44 Collapse

                              ye haqeeqat ki batt ha jab b koi insan is may in hota ha tu wo ye trading karna tab he chorta ha jab is may us ko kafi loss ho jata ha or ye return b nnahi hota ha market kafi dagfa apnay point par wapis b nahi ati ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Trading usi waqt stop kar deni chahiye jab ap ka dimagh stop keh day, forex mein agar dil kay bajaye dimagh se kam lein gy to yaqeen karain ap ko bohot ziyada profit hoga, ziyada lalach se parhaiz karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X