Trade ap k haqq main chali jay to.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ap k haqq main chali jay to.
    Forex main agar ap ki open ki hoi trade ap k haq main chali jay to ap ko aik ghnty main bahut ziada profit kama sakty ho aur forex ka yehi aik ahm rule hy k ap ny market ko samj k trade laga di to ap ko profit hi profit ho sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear hamen zarur market ko analyse krne k baad hi apni trades ko open krna chahiye q k agar ham complete analysis k sath trades open kren ge to wo zarur hamare haq men jaen gi aur ham un se achay benefits le saken ge, aur agar ham bagair analysis k trading kren ge to zahiri baat hai iss se hamara profit bhi ni banne ga aur hamen ulta loss hoga.
    • #3 Collapse

      Forex my tarde hamary hak my lagty hi ah jati hy oabhi kbhi kafi din tak nai ati hy our kbhi bhot jald ah jati hy our bhot zeada ham ko bhot kam taime my hi orofit mul jata hy our bhot hi muahkil sy ham sbr krty hy jab ham ko orofit mik rha hota hy to hamara dil krta hy ham close kr dy pr bad my agr lgi rehti trade to who bhot zeada profit dyti
      • #4 Collapse

        jaaab forex hamare haq main jati hain tu lazmi baat hain k har koi happy ho jata hain par mainne asi trade b lagi hain k jo k kafi din tak phans jati hain aksar asa b kiya hain k apni trade ko loss main b closs kiya hain jo k sab ko pata hain k bot asy trader hain jin ko thek tara forex nhe aati hain vo apni he trade main phans jate hain ya pher apna bouns account b wash kar dete hain
        • #5 Collapse

          jab bhi ap trade open kerain tou trend ky hisab sy kerain ky agar market trend ko follow kerti rehy tou profit hi profit aur jab bhi market trend change kery tou zaruri hai ky ap apni open trade lo close ker dain chahy loss main hi ho ky thora loss asani sy recover kia ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Trade open karny k bad agr wo apky haq men aajaey to mery mashwary k motabic aap apna stope loss entry point py ly ao aur phr trade ko chalny do wo jidhar b jaey gi to apko profit hi hoga q k loss to ho ni skta
            • #7 Collapse

              g haan asa hota ha jab ap ki trade ac ho ap k haq mei jaati ha aur agar ap ne kisi achi candle ya price action sey trade uthaai thi wo ho sakta ha bohat achay barray profit mey chali jay ap bohat acha profit le saktay ho
              • #8 Collapse

                Kisi ki trade profit mei chali jay wo 1 ghanta mei bohat profit asay he earn nai kar sakta uskay pechay koi strategy honi chaiye ya ap ko maloom ho kay news ani ha aur news ki noiyat kya hogi tabhi ap acha profit le saktay ho 1 trade se wo trade kisi achay analysis ki base pe ki gai ho
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Forex market Kabhi Ek Jaisi nahi Chalti Hai Hamesha zigzag zigzagposition Mein Chalti Hai isliye aapko Sahi Waqt par apna order close karne aur open karne ki jarurat Hoti Hai Warna aapne Jo profit and kiya hai woh bhi loss Ho Jata Hai Jab aap Sahi Waqt Apna order close nahi karte isliye order ko Sahi Waqt close karna bahut important Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    koi shak nahe ap ko bohat zada profit b ho skata ha ye oss soorat mey hota ha trader ney achi entry le li acha analysis krlya trade oskay achay profit mey jarahi ab osko chaye wo trail stop ya favour mei rakhay trade ko
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Market Mein Apne bahut carefully kaam karna Hota Hai Jab market Aapke hoq Mein Chali Jati Hai Toh Apne order close karna Hota Hai Jab aap ko Jyada Se Jyada profit mil jaye aur jab market apni main support and resistance per a jae aapne apni position close kar de nahi hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X