trade open kroo ya ni ki situation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade open kroo ya ni ki situation.
    Dosto aksar members ko yeh situation ka samna hota hy k jab wo trade open krna chahty hain to wo confuse hoty hain k trade open kroo ya ni to aisi situation main ap ko forex main loss ho ga to aisi situation sy bachny k liy ap ko annaylsis ka ilm zaroor seekhna chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne bahot achay thoughts diye hain hamen definitely trading k doran aik confusion si hoti hai k trade open krni chahiye ya ni krni chahiye ,hamari ye kaifiat tab hi khatam ho sakti hai jab hamare paas aik acha knowledge and experience hoga tab hi ham confidential trading kr saken ge.
    • #3 Collapse

      Jab ap ko lgy k ap ko sahi smjh nai arhi hy to ap us taime pr apni trading na kry balky ap ko chiya k ap us taime my apni trade na lgyae our market ko dykhy hinna kio k galti sy ap trade lga dyty hy phr phans jati hy tarde to phr who bhot zeada loss dy jati hy is liya hamy chiya k ham ehai trade na lgaye our bhot hi dyhan sy apni trade kry jo sahi smjh aye who hi trade kry
      • #4 Collapse

        jab apko aesi situation lag rehi ho tou bilkul bhi trade open ne kerain trade sirf usi waqat open kerain jab apko sure ho jaey ky market kis taraf ko aur kitni movement ker sakti hai tak apki open ki jany wali trade main profit ky chances zyada aur loss ka risk kam ho jata hai
        • #5 Collapse

          Ye situationun logon k sath hoti hae jin k pass forex knowledge kam hota hae ya phr unky pass koe satretigy ni hoti agr unky pass achi trading satretigy hoto unko koe masla b na ho trade lagany men.
          • #6 Collapse

            g haan agar ap ko lagta ha market mey abhi wait ha koi bhi achi trade nahe nazar arahi aor koi asi trade bhi ho ky karni chaye ya nahe tou nahe krni chaye kyon ky ap loss ka mey hogay zabardasti ki trade se
            • #7 Collapse

              Je haan asa hota hay kay market slow ho bilkul he ya koi acha volume trade na horaha ho tab ye masla hota ha kay trade achi nazar nai ati eslye loss se bachnay kay lye ap kam sey kam market kay chart ko maximum time tak watch karain jab achi entry nazar arahi ho ap tab trade kar len
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Aapne forest market Mein Apna trade open karte waqt confusion Nahi Hona Yahan Par Relaxo kar aapne Apna trad open karna hai mind me kisi ke sabhi confusion Ho Phir aapne Apna order open Nahi Karna Hai Jab tak aap relax nahi honge aap accha kaam nahi kar sakte isliye aap ka relax Hona bahut zyada Zaruri Hai Aur bahut important Hota Hai Yahan Par Accha kaam karne ke liye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  jab bhi ap ko confusen ho ky ap ko trades open krni chaye ya wait krna chaye ap kabhi b asi surat mey koi position na len position lenay ky lye confirmation behad zaroori hoti ha takay ap ko loss na ho
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X