forex market me loss krne k reasons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market me loss krne k reasons
    dosto dekhen forex market me loss krne k bht he saray reasons hain wese to layken un mese jo mere andazay k mutabiq major reasons hain wo me yahan batana chahata hu take new traders us se bach sake or achi trading kr saken.
    1 demo par practice na krna
    2 news ko ignore krna
    3 technical analyse na krna
    4 fundamental analyse na krna
    5 stragety achi na hona
    6 trend ko na samjh pana
    7 achay indicators ki selections na krna
    8 market k main moves and points ko na samjhna

    mere khayal me ye baray or main reasons hain jinki waja se zada tar traders loss uthate hain forex trading me so ap log please en se bach kr trading karen bht shukreya ap logo ka

    post maloomati lage hai to please thanks karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai agar in tamam ko zehan main rakh ker trading ki jaey tou ho sakta hai kabhi bhi account wash na ho but in main sab say zyada jo loss ki reason hoti hai woh hamara behaviour hota hai ky ham profit hasil kerty kerty careless ho jaty hain aur as per routine aesi trade open ker dety hain ky account wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      Dear apne bilkul sahi kaha hy or me apki bat se bilkul agree krta hun kun k agr hum ye tamam points ko apne mind me bitha kr trade kren to mera nhe khayal k hamen loss ho hamara account wash ho or agr hum apni mistakes se sabaq hasil kren to phr hum yaqeenan kamyab ho salty han
      • #4 Collapse

        Bhai ap ke bat sahe hy forex trading ma ham jis waja sy loss karty hen wo tamam ap ny share kar den hy and yahe wo wajoohat hen jin pa amal na karny ke waja sy ham aksar loss kar lety hen so ham sab ko in pa amal karna chaye
        • #5 Collapse

          Bhai jee ap ne boht zabadast baatin btai hein jo keh new members kay liye boht beneficial hon gi agar ham in baat to amal karin jo kay is business mian understood hein to aap ne refresh ki hein to hamin akbhi loss nai ho sakta aur agar ham in baaton par amal nai karin gay to par nakami hi nakami hay..
          THKS
          • #6 Collapse

            Dear brother aap nay Jo reason batien Hain Kay forex market main q Kar loss hota hay wo bilkul thek Hain agar hum in tmama batoon ko mad e Nazar rakh Kar forex market main entry karien tu hum aik kamyab trading start Kar saktien Hain is lay forex market main jitni practice karien utna Kam hay is lay hum ko demo account main practice karni chaiey
            • #7 Collapse

              aslam o alikoum my dear brother aap nay too kafi sari information share ke hai jo kay bhat achi hai hum sub ko es per emal krna chahaiy
              • #8 Collapse

                Dear members ap ny bht achi reasons btai hain yeh hamari mistakes hain humen in ko avoid krna chye forex market aik bht acha online trading business hai apko is ma planning ky sath emotional control ky sath enter hona chye market ma mistake ki gunjaish nhi hoti hai
                • #9 Collapse

                  Gee haan bhai aap ne woh sub reasons bayan kar di hain jin ki wajah se hum forex mein loss kar rahay hain aur jis ki wajah se hum zayada nuqsaan kartay hain woh hai greed aur emotions per control na hona baqi tou recover kar saktay hain lakin ye recover nahin ho patay
                  • #10 Collapse

                    Lern na hona lalach krna bhot zeada dyhan sy trade na krna sochy smjhhy bni hi trade apni lga dyny sy bhi bhot zeada loss hota hy our is sab sy ham ko bach k rehna chiya ham ko ehsy trade nai krni chya kbhi bhi to phr loss nai hota hy ham ko
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Sab sy bari baat tou ap ke luck hey
                      Us k bd your built in intelligence level
                      Your approaching style towards forex learning
                      Then your practice practice and practice
                      Agr ye sari cheezen ap nae krty t forex m failure he Malay ga ap ko
                      Your luck is replaceable to some extent
                      Likewise intelligence also
                      Other all in your hand
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ny bilkul mane reason share kiye hai forex treading mai loss k agar hm en reasons ko zahen mai rakhy or uny improve karny ki koshash b kary to ye ho he nai sakta k hmy loss ho .or hmara profit b acha khasa ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Dear aap ne bahut achi baatain batai hain aur aksar aise mistakes new comers kartay hain iss lye unhain chahyea kay wih inn instructions ko achay se zahen nasheen kar lain ta kay unn ko mustakbil mein faida ho aur unn ko loss na ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Bhai agr aik dafa ap sy ghalti ho jay ap ghalat trade lga betho to apko chye ky thory loss ma trade close kr do usky bad apko trade bari nhi lgani chye market ma gussy ma loss recover nhi hota apko trading ma hosly sy kam lena chye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X