Profit ko bank account mein withdraw karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ko bank account mein withdraw karna
    Kya hum forex trading se jo profit letay hain uss ko hum bank account mein withdraw kar saktay hain aur agar kar saktay hain tou iss kay lye foreign currency account hona chahyea ya normal account mein withdraw ho sakta hai please comments and thanks
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap apna insta se profit apnay bank account mein withdraw kar saktay hain aur mere khayal mein tou yeh normal account mein hi transfer ho jata hai iss kay lye foreign currency account ki zaroorat nahin parti
    • #3 Collapse

      Ye normal account main ho sakta hy, foreign currency account ke zaroorat nahi, lekin mery khyal main aap pehly money exchange waly sy isy change karogy.
      • #4 Collapse

        g han yeah facility bilkul available hai but direct agar ap apna profit bank main withdraw kerwaty hain tou i think dollar to pakistani rupees conversion ky charges bhi perty hain aur woh indirect withdraw kerwany sy zyada costly ban jaty hain so mera khayal hai ky skrill hi best option hai jis sy jazz cash main withdraw ho jaty hain
        • #5 Collapse

          Han g ap apna bonus bank account k zariey withdraw ker saktey hain is k liey apka account normal ho to kaam chal jaey ga chahey current account ho ya saving.
          • #6 Collapse

            Jo hamara prodit hota hy us ko kam withdraw kia kry kio k us ka kuch ehsa apny account my hi rehny dia kry taky ap ko us sy phr bhot acha profit ho sgy kio k jab ap ka cvount bra hoga tab hi lot siz bhu bri ham lga sgy gy to ham ko zeada profit mily ga our ya tab hi ho sgta hy jab acvount my profit haf rehny diya kry
            • #7 Collapse

              ye aaap apne profit ko bank main b le skte hain jo k sab ko pata hain k insta wale aapko profit bank main b dete hain hum ko chahiye k hum phly ziyda profit bana le or pher bank mian cashout le par mere khayal say hum ko skirll use karna chahiye insta say cashout k liye hum ko skirll use karna chahiey jaab k ye sab membrs ko pata hain k skirll main paymnet bhot he fast mil jati hain or jaga pay paymnet itni fast nhe milti hain jaab k skirll main bhot achi paymnet mil jati hain
              • #8 Collapse

                Dear hum bilkul bank me withdraw kr sakty han lakin us k liay hamen profit bhe ziada required hota is liay mare khayal se hamen skrill account hi withdraw krna chaey kun k skrill me hum minimum profit bhe withdraw krwa sakty han or easily usy jazz cash account or bank me tranfer kr sakty han
                • #9 Collapse

                  Dear brothe aap ne boht acha sawal poocha hay agar ham direct account ko affiliate karin gay to is se hamin payment slow milay ki kiun gay is main banks legally check kart hien to is liye is main time lagta hay aur legally hamin problem bhi face karna par sakta hay is liye main aysa koi mashwara ni deta is waqat sab se acha method skrill hay..
                  THKS
                  • #10 Collapse

                    Dear brother Instaforex Kay aap withdraw direct Pakistan ki kisi be bank main lay saktien Hain mugar us ki minimum limition be Hain yani app 300$ say Kam ka withdraw bank main nahin lay saktay Jo bohat risky hay is lay aap Skrill Kay uper be withdraw layien tu better hay
                    • #11 Collapse

                      nhai bhai aap bonus sy kua hwa profit aap bank man withdraw nahi kr skty bonus sy kua gua profit aap only e-corrency wallat man he withdraw kr skty hain jis man aap skrill man withdraw kr skty hain nettller bhai hai jo aap ko asha lgy o's man kr skty hain
                      • #12 Collapse

                        G bahi hum is ko account mai withdrawal karwa sakta hain laken os ka standerd charter bank mai krwa sakta hain is lia ap ko standar charter bank mai account open karwana para ga pr ja kr ap ka preofit tranafer ap ka account mai transfer ho ga wasa mara kahyal mai tu ap ko jazz cash use krna chaya wo best easy to transfer hai or esy to withdrawal hai
                        • #13 Collapse

                          Mere khayal mein tou hum insta se direct apnay bank account mein withdraw kar saktay hain aur uss kay lye humara foreign currency account hona zaroori hai kyun kay kay insta se withdraw amount dollars mein hi aati hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Bhai pakistan ma ap sirf standard chartered sy he bank ma directly withdraw ly skty ho isky elawa apko kisi bank ma directly withdraw ka options nhi mily ga ma.ny insta ky withdraw link sy check kia hua hai is ma aisa koi option nhi jis ma hamara koi bank shamil ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear frend direct bnak mai treanfar karny sy behtar hai k hm pehly jass caah sy money nikalwa ly os k bad he esy apne account mai transfar kary ye hmaru liye zayda behtar ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X