Tax on Forex Income in Pakistan?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tax on Forex Income in Pakistan?
    Asalam-o-alikum. Dear friends kya koi bata sakta hay k agar ham consistently forex se monthly acha profit nikalwa rahy hain to kya us pe tax pay karna pary ga? Agar han to kesy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ham jo ky short term trading kerty hain tou itni amount hamary pas hoti hi nehi hai ky ham us per tax pay kerain ho sakta hai jo bary businessmen hain forex trading sy hasil hony wali income per tax pay kerty hon kyun ky agar apki income tax payable hai then apko tax dena banta hai but thori earning per nehi hota
    • #3 Collapse

      SLana income ko mila ky aik tax ki shap bnti hai dear hum scalping krty hain aor bht kam amount ma profit haisl krty hain hamara tax yehi bnta hai jo fees kat jati hai yeh bhi aik tax ki shap hai baki mujy itna knowledge nhi hai waisy online business py bhi tax regulation start hua hua hai.
      • #4 Collapse

        Forex trading se kamaye howay paisy par koi b tax nahi hota Pakistan may han agar agar ap itna ziyada profit bana lo jis ko ap direct bank may transfer kartay ho tu bank charges ka mad may ap se tax wasool kiya jata hay. Or agar ap skrill waghaira may transfer kartay ho tu us par koi tax nahi hota.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Nai Bhai Pakistan men koi tax nai forex pe q ke forex Pakistan register nai Hy islie is pe tax nai Hy agar register hota Pakistan men to phir tax pay karty
          • #6 Collapse

            Dear brother Pakistan main Jo be forex exchange hoti hay us Kay uper tax already cut Kar Lia jata hay jab Kay ab Pakistan Kay new tax rules Kay mutabiq agar koi 100000$ taak send karta hay us Kay uper koi tax nahin ho ga is lay aap befakir rahen Kay koi app say tax ka sawal karay ga
            • #7 Collapse

              Bahi is ka bara mai muja kahs pata nahi laken hamari transection tohri thori hot hain is lia tex hum pr lago nahi hota is lia Koi tax nahi
              • #8 Collapse

                Bhai agr apki tax payable amount jitni kamai ho rahi ho tb ap py tax lagu hota hai online business py tax regulations abi start huy hain aor iski terms aor condition ka mujy nhi pta hai ky forex trading py kesy tax lagu ho ga aor pay ho ga.
                • #9 Collapse

                  Dear agar aap forex se acha profit kama rahay hain aur uss profit ko bank kay zaryea withdraw karwa rahay hai tou bank khud se hi tax wasool kar leta hai lakin agar aap skrill aur jazz cash se withdraw lae rahay hain tou phir tax aap ka tax nahin katay ga
                  • #10 Collapse

                    Dear waise tou aap forex income per tax pay nahin kartay lakin agar aap iss ko apni annual tax return mein show karain gay tou phir aap iss per tax bhi dain gay aur phir aap ko yeh profit bank kay zaryea withdraw karwana paray ga
                    • #11 Collapse

                      Dear frend jo new member hai un k pass boun he bhot kam hota hai jis sy treading kar k wo khuh profit earn karty hai or rahi bat tax ki to jo bhot porany member hai wo ho sakta hai k tax wagaira pay karty ho ya nai.
                      • #12 Collapse

                        Hmari Jo earning hy is py income tax lag sakta hy but usklye ap ka business registered ho t phir ap ke annual income Jo b annual rate govt announced karty hy us py lagta hy
                        Ap ko apna business FBR k sath file krna parta hy
                        Agr ap bank k through withdraw kren to phir tax lag b jata hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g ni foex pai apko koi tax pay karna ni pare ga apki jo bhe earning hoge us ko withdraw karwane ya bank trasfer karwane pai jo paise lagain gay bus wohe honge us k ilawa apko koi tax wagaira pay karna ni pare ga br

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X