forex markeet main gaps q aatay hain is ki kia wajah hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet main gaps q aatay hain is ki kia wajah hoti hay?
    dear members jub markeet main gaps atay hain is ki kia wajah hoti hay aisa q hota hay koi senior explain please?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jab market close hoti hai aur agar reserves main addition ya removal hoti hai tou jab bhi market dobara open hogi tou gap ky sath hi open hogi ky jab market close hui ho aur jab open hui ho tou both times main reseves ka difference hota hai tou price bhi change ho jati hai
    • #3 Collapse

      dear ye jo market me gaps atay haina wo market k close or dobara open hone par atay hain q k jab market close hoti hai to wo kise or rate par band hoti hai or jab wo dobara open hoti hai to new rate par wo khulti hai esi lie ye gaps apko dekhne ko milte hain market me.
      • #4 Collapse

        Bhai g ek to weekend pe market close hoti hai is k elawa b baz auqat market me kaam slow ho jata hai kiun us waqt trading kam ho rahi hoti hai is liey aesa hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bhai thanks bhai ap k ais add ki waja sy mry knowledge main azafa hoa hy plz share this type of thread which are very good for new members

          اب آن لائن

          Working...
          X