scalping koi kamyab stretegy ni hy .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping koi kamyab stretegy ni hy .
    Forex trading main kuch dost scalping ko bahut ziada ahmiaat dety hain per mery khial main hm logo ko scalping sy avoid krna chahiy kio k koi bi kamyab trader aisa ni krty ,hm ko forex mokamml ilm k sath aur experience k sath krni chahiy isi main haqeeqi kamyabi ho gi apko forex main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bat bhi bahot had tk darust he jis tarah se ap knowledge hard work etc ki bat jr rahen ,men yahan aik chhoti se bat kehna chahoon ga k forex me agar koi cheez baaly thory margin k sath bhi kisi bhi point of view se act kr rahhi ho to usko fazool samajhty huy ignore na kren, aor scalping ka to amal dakhal he trading me ,
    • #3 Collapse

      G bhai ap ne theek kaha hai hard work ka koe badal nahe hai scalping se loog pasa kamaty hain aur use tarah zaya bhe kar daty hin hardwork se ap long term success hasil kr sakty hain
      • #4 Collapse

        G dear forex bohat riski type ha is me bohat zyada loss bhi ho sakta ha ot bohat zyada profit bhi or short time period me jo log trading yani scalping krty hain to uny kuch profit to ho jata ha lakin trading experience bekar jata ha
        • #5 Collapse

          Scalping aik asi strategy hai jis per ap barosa nai kar paty ke yeh ap ke haq main kesi rahay gi agr ap scalping karte hein tu ap ko account balance itna ho ke loss any per ap usay recover kar sakein warna ap scalping main aisa phnsen gy ke apko niklna mushkil ho jay ga is se jitna ho skay is se perhiz kren aur normal km target ke sath trading karen
          • #6 Collapse

            Scalping her kisi ky liay kamyab nehi hai but agar apka balance hi small amount main hai tab zaruri hai ky ap same balance ko scalping ker ky kuch increas kerain warna agar ap small balance per long term trade open kerain gy tou ho sakta hai bahot jald apka account wash ho jaey
            • #7 Collapse

              dosto mere khayal se to scalping krna expert traders ka he kaam hai q k wo apnay daily k pips ko target krte hain or scalping zada danger or mushkil hai long trading ki banisbat so me apki es baat se agree ni krta hun q k scalping expert traders he krte hain or wo bht zada kamate hain han meri new traders ko ye advice hai k wo scalping se dur rahe.
              • #8 Collapse

                g bhai ap ny bilkul sahi kaha hy scalping k baary mein balky main to kehta houn k ye aik bahot risky aur nuqsaan deh strategy hy jis ey hr trader ko bachna chahiey keun k is mein jo profit hota hy wo temporary hota hy aur agr kabhi apki koi trade phans gyi to baad mein usay recover krny mein kafi time aur mehnat lag sakti hy so plz avoid scalping
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  ap sy main agree krta ho k forex trading main trading k doran scalping k sath trading krna koi expert traders aisa ni krty ,ham ko agar forex trading main sahee mano main kamyab hona to ham ko kisi bi qisam ki short cut sy bachna ho ga aur forex trading ka basic knowledge sy ly k iska sara experience hasil krna ho ga kio k agar ap k pas knowledge ni ho ga to ap ko forex trading main ho sakta hy aik dfa profit aa jay per us k bad na recover hony wala loss bi ho ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X