Forex trading main risk reward ratio Kitni honi chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main risk reward ratio Kitni honi chahiye
    Dear main aaj aapko bataunga K Forex trading main jo professional traders Unki trades par risk reward ratio kitna hota hai Ajay professional traders ne 20 US dollar car stop loss lagaya hai toh phir take profit limit 42 60 US dollar Hogi main risk reward ratio 1 ratio 2 yeah 1 ratio 3 car Hota Hai aur stoploss bhi diya jata ha.
    Now aap ko batana Chahta Hoon Agar Apke Pas 1000 US dollar hai toh aapko Agar 5 pairs main trade karna hai.
    Ek currency pair par aap ki lot instaforex ke hisab se 0.20 or 0.30 Se Zyada ki nahi honi chahiye agar aap is formula trading Karte Hain aur $1000 per Yehi lot size Aur Itna high risk reward ratio rakhte Hain To aap ka bonus account Ho ya real Dono wash nahi honge aur aapko monthly profit 200 US dollar Tak easily earn ho jayega Apne bonus account se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course aap ne kafi achi bat ki hai kay hamain chiay kay ham forex trading main jab bhi trading karain hamain pelay risk reward ratio ka pata hona chiay. Agar ham professional traders ki tara risk reward ratio per amal kartay hain to hamain kafi acha bonus mil jata hai easily . Laikin aap ko aik bat batana chahun ga kay jab bhi ham forex trading kartay hain to stop loss zaroor daina chiay or ridk reward ratio 1.2 ka hona chiay is say hamara bonus account kabhi wash nahi ho ga.
    • #3 Collapse

      Nice information share ki Bhai AP ne thank you very much is tarah AP senior members achi thread share kren ge newbie ko bhot kuch sekhne ko mile ga
      • #4 Collapse

        Apki bat se main bilkul agree karta hai trading start karny se pehle risk ratio ko calculate karni chaye aur phr us hisab se save trading karte howay agy move karna chaye agr risk ratio km ho gi tu profit zaida hasil ho ga is ley is sath stop loss ka lgana bhi faida mand hota hai aur befikar ho kar trading karte rahty hein
        • #5 Collapse

          Thanks dear apny achi info share ki ha risk and ratio se hamary account ki money management achi ho jati ha or account wash hony se safe rehta ha
          • #6 Collapse

            theek baat share ki aik best trader hamesha 1 over 2 ka kam sey kam ratio rakhta ha mean agar 10 pips loss hongay tou profit 20 pips must honay chaye ye aik best tarika ha
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Dear main aaj aapko bataunga K Forex trading main jo professional traders Unki trades par risk reward ratio kitna hota hai Ajay professional traders ne 20 US dollar car stop loss lagaya hai toh phir take profit limit 42 60 US dollar Hogi main risk reward ratio 1 ratio 2 yeah 1 ratio 3 car Hota Hai aur stoploss bhi diya jata ha.
              Now aap ko batana Chahta Hoon Agar Apke Pas 1000 US dollar hai toh aapko Agar 5 pairs main trade karna hai.
              Ek currency pair par aap ki lot instaforex ke hisab se 0.20 or 0.30 Se Zyada ki nahi honi chahiye agar aap is formula trading Karte Hain aur $1000 per Yehi lot size Aur Itna high risk reward ratio rakhte Hain To aap ka bonus account Ho ya real Dono wash nahi honge aur aapko monthly profit 200 US dollar Tak easily earn ho jayega Apne bonus account se
              dear bhai main ap ki baat say itafaq krta ho ye vaki kafi Zada zarori hota hai trading krny kay liay kay humy apny account kay balance kay mutabik is main lot size ko laina hota hai agar 100$ ka account balance hai to is main ao ko 0.50$ ki lot say Zada kabi b na lain is ki vaja ye hai kay is main ap kay account ki safety kay liay ye zarori hota hai nahi to account banned ho jata hai or withdraw krna is main muskil ho jata hai or is main free margin ka hona b trading krny kay liay humy kafi Zada support krta hai market ki move kay lehaz say

              اب آن لائن

              Working...
              X