Trading robot se kerny chay ya manual

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading robot se kerny chay ya manual
    dear forum member maira ap se sawal ye hy ke trading robot se faida mund hy ya manual ,mairy khayal se to trading manual thk rehty hy keon is tara seekhny ko bahut milta hy
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main Insaan ko manual kaam karna chahiye Jab aap manual kaam karte hain tu is trha kaam karne se aapki trading skills increase hoti hai aur aapki trading skills polish hoti hai aap ko kaam karne ka experience aa jata hai aur agar aap trading phone nahi karenge toh aap ko Kabhi kaam karne ka tarika nahi aayega Hasna Hai Kabhi aap ye experience Asan kar sakte hain isliye aapko Forex trading wo kaam karna zaroori hai
    • #3 Collapse

      humean trading manual kerni chahy koin k robot use ker k kabhe bhe app achay our professional trader nahe ban sagty hain jab aapp khud trading keran gay app ko loss bhe ho ga our profit bhe ho ga but app ko experience gain ho ga jo future main app ko acha profit earn kernay main helpful ho ga
      • #4 Collapse

        Forex trading me apko robots kabhi faida ni dete hain or agar dete hain to bht he kam es lia behtar yahe hai k apko ye chahe k ap forex ko khud he manually sekho or practice kro pehle demo par or analyse krna sekho khud se forum me maloomat lo seniors traders se wo apki help karengay us k bad ap real account par a kr trades kro khud he manually jab apki khob practice hojaye demo par tab he
        • #5 Collapse

          bilkul brother trading manual hi krni chaheay. khud kam krny sy experience or knowledge gain hota ha. practice ho gi proper analysis hota rha gy market ka. khud kam krny sy ap achy trader bn sakty han or acha profit hasil kr sakty han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            mery nazdeeq forex trading humay khud karni chahiye kyun keh agar hum khud trading par focus karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay so humay robot kay chakar main nahi parna chahiey kyun keh ye lazmi nahi hay robot humay hamesha earning ka chance daita hay balkeh humay esmain khud mehnat karni chahiey

            اب آن لائن

            avatar Azaad
            Working...
            X