Maximum news kis pair per effect karti hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum news kis pair per effect karti hein?
    News jb bhi ati hein tu sb se zaida unka focus kis pair per hota hai aur us per zaida effect hoti hein jis se us pair ki move change hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JS currency ki news Ho US currency pair pair effect hoti hai aaskar major pair par effect Hota Hai Jyada tar GBP USD Euro USD aur USD Japanese yen Yeh pair Hai Jin par Kafi Jyada effect Hota Hai isliye Hame major pair par trade Karni chahiye aur Iske Alawa aap ko pata hona chahiye Apne bonus account par note bhi kiya hoga.
    Currency ke cross pair per movement bahut jyada slow bhi hoti hai
    • #3 Collapse

      bahi usd ki news agr ati hai tu usd ka aginst jo pair bnta hai os mai zayda change ati hai or gols selver euru bohot zaysa move krta hai up ya down jata hain jis ki waja s ap kafi profit kama sakta hain or nuksan s bach samta hain analysis ka bad
      • #4 Collapse

        assalamu alaikum bhai
        Mere Khayal Se Koi Bhi news tamaam Pears par effects karti hai aur sab se zyada Euro USD k pear aur Gold ke pair par ASRAndaaz hoti hai Kyunkimarket mein sabse Jyada investment Inhi pearpar hoti hai isliye Hame chahiye ke Jab Bhi Koi news hai in pairsprotrade karne se pehle sochna chahiye
        • #5 Collapse

          news ka kafi zada market main effect hota hai is liay trader ko is baat ko mind main rakh kr kaam ko krna zarori hota hai sath main in kay pass currency pay hota hai or us dollar kay pair main humy kafi zada effecy nazar ata hai sath main ye news ka curreny kay sath oil or gold pay b effect hota hai news ka effect in ki bull sign say hota hai
          • #6 Collapse

            jab news ati hay depend hota hay konsay pairs ki hay jo jon paur uss news ki economy mei atay hain wo pairs pey uss news ka effect hota hay news kabhi bhi sirf aik he pair ki nahe hoti baki pey bhi asar kahti hay
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              dear asa ni hai jese apne likha hai dekhen jis bhi currency ya ki news ati hai wo usi currency k pairs par asar krti hai for example agar usd ki news ayi hai to to wo chf/nzd par asar andaaz ni hoge q k es pair me ap dekh skte hain k usd hai he ni es lia jiski news aye wo he hum dekhnegay k asar me atay hain news ki waja se.
              • #8 Collapse

                agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiye keh forex trading main money management karty huway aur news ko follow karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
                • #9 Collapse

                  agar hum news par trading karna chahty hay to kar sakty hay bs humay chahiey keh theak say market main follow karty huway trading karen esmain news bohat ziada asar bhi dalti hay market par so agar hum theak say en news ko follow karen gay to he hum esmain safe reh sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    news jo bhi aati hen wo bohat effective b hoti hen kabhi ksii pair ki hogi kabhi kisi pair ki jis pair ki news ay gi ossi pair pe asar karay gi aksar asa b hota ha news tamaam pairs pey he takriban asar kari ha asi b news ati hen
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X