Loss k bad ki planning ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bad ki planning ?
    Jb bhe hamen kisi month loss hota hai tu us k bad he ham planning krna shuru krty hain mery khayal mn hamen phly soch smjh k sath trading krni chy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap theahk kah raha hain laken wo is lia hota hia ka loss s hum sekhta hain or jab bi loss ho os s learn karain ta ka agli dafa ap asi khalti krna ghrez karain
    • #3 Collapse

      Beer bonus account par stop loss Lagana chahiye aur Agar loss Ho Jaye toh Hame foreign trade nahi Lagani chahiye jab tak Koi trade setup na bane tab tak bonus account par trade nahi Lagani chahiye aur hai probable trade leni chahiye Taake Hamara bonus jaldi recover Ho Jaye
      • #4 Collapse

        loss k baad planning banany sy pehly apko ye note karna chaeay k apko loss kis wajha sy aea,aap ye dekhen k apny trade apni stretigy k motabic lagaie thi ya ni mtlb aap achi traha sy apni kamzorion ko dekhen phr un ghaltion ko door karren to apki trading achi sy achi hoti jaey gi.
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main plan bna kar trade karen gay to es trha humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh plan bna kar he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh bina plan kay market main trade nahi karni chahiye kyun keh es trha hum earn nahi loss he karty hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum planning kar kay trading karen gay to humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay money managemnt karty hwuay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach main loss he hota hay

            اب آن لائن

            Working...
            X