forex main lose ko apnay mind main rakhna chaye ya profit ko?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main lose ko apnay mind main rakhna chaye ya profit ko?
    dear main aap say ik simple sa sawal karta hoon k jub ham trades kartay hain to hamain lose ko apnay mind main rakhna chaye ya profit ko?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap forex market main trade ker rehy hain tou apko dono profit bhi aur loss bhi mind main rakh ker kisi bhi pair main trade open kerni chahiay kyun ky agar ap sirf aik cheez mind main rakhty hai aur woh nehi milti tou bari disturbace hoti hai
    • #3 Collapse

      Bahi dono ko apna mind main rakhna chaya kiun ka dono lazmi hain is lia analysis kr ka trade karain ta ka ap ko fida ho or loss na o orna ap ka account wash hona chances hon
      • #4 Collapse

        Yees

        Forex Mega of entry Lagate Hain toh isme Jitna aap profit banate hain aapko yahan par uthna hai nuksaan bhi ho sakta hai isme aap Jyada Se Jyada working kar sakte hain woh Apna Kaam samajh sakte hain
        • #5 Collapse

          bhae forex main jo professional trader hota hai wo humesha loss ko diekhta hai pher he wo acha profit earn ker sagty hain ager to app profit ko diekhain gay to pher app barey volume ki trade lagain gay our pher loss hota hai to app ka account zero bhe hoti hain
          • #6 Collapse

            Dear brothers trade lgaty waqt hmesha acha sochna chahiye achy se Murad ye ha k profit ko zehn m rkhna chahiye.keun k JB Medan m enter hoty he haar maan li jae to jitna BHT mushkil hojata ha.aur JB confidence k Sath ground m enter kro to jitny k maximum chances hoty hen.same Chez forex forum m bhi ha.jb bhi trade lgaen to profit ka sochen na k loss ko.
            • #7 Collapse

              Jb bhi ap trading open karen tu ap ke mind main profit hi hona chaye koun ke umeed achy ki rakhni chaye ayr na umeed kbi bhi nai hona chaye chaaye wo forex ho ya koi aur life ka mamala .jb bhi trade shru karen achy ayr khush gawar mood se shru karen.koun ke trading ap ke mood per bhi kafi depend karti hai so kbi bhi doul mind aur pershani aur loss ke khof main busniess na karen
              • #8 Collapse

                Hamesha jb bhi trade ko open karen ya open karny ka irada karen tu loss ko zahin se bilkul nikal den aur yeh sochein ke main InshAllah profit hi hasil karon ga koun umeed per dunia chal rahi hai kbi bhi loss ka na sochein koun ke jb ap loss ka sochein gy ty kam karny aur trading main dar ki wjh se sahi aur profitable faisala nai ho paye ga jis ki wjh se profit km aur loss zaida ho ga
                • #9 Collapse

                  Bhai mry khyal main to kisi ko b mind main na ly k ao aur hr dafa ais trha trading kro jis trha ap new member ho q k always do your work with a fresh mind aur achi yadoon sy kam start kro
                  • #10 Collapse

                    Bhai loss ko B zehen main rakna chahiye, Q K agar aap sirf zehen main profit rakain k main hamesha profit main rahoonga or baad main hojaye loss to zehni tour pr aapko zyada shock lagyga, aur aap dishearten ho jaogy, to behter yahi hoga k zehen main raka jaye k haar or jeet khel ka hissa hota hy, lekin koshish jeet ka hoga...
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main khoob time dai kar learn kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main money management karty huway kam karnay main he faida hota hay es business main khoob time dai kar seekh kar trading karnay main he faida hota hay es business main khoob time dainay main he faida hota hy
                      • #12 Collapse

                        Profit ko zeada rakhna chiya par ham ko loss ko hhi apny mind my rakhna chiya taky ham ko agr loss hota hy to phr us sy hamy tention na ho kio k hamary mind my phly sy hi who hota uy our ya phr hamary mind my loss b rakha go to ham us sy bach sgy loss sy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          agar humay market main loss huwa hay to humay ye baat note rakhni chahiye keh forex trading main agar humay loss hota hay to uski reason ko kil karna chahiye kyun keh agar hum reason ko kil kar kay trading par theak say focus karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main lose ko apnay mind main rakhna chaye ya profit ko?

                            Assalamu Alaikum friends Jaisa ki aap Jante hain kya profit aur last donon hi business ka hissa Hote Hain Agar loss Na Hota To Ham use Business mein bahut jyada mistake Karte aur unko kabhi bhi improve Nahin karte jo bhi loss hota hai vah Hamare liye ek achha hota hai aur ham apni Galti ko improve kar sakte hain Hamare Galti ko improve karne ke liye hi Hamen loss hota hai isliye Hamen chahie To Hamen lost se bhi ghabrana nahin chahie Alka Mein Himmat Aur Lagan ke sath Apna Kam Jari Rakhna chahie Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trade Karen positive mind ke sath trade Karen aur profit ko hi mind Mein rakhkar rate Karen Jab aap Aisa Karenge to aap Kamyab Honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main lose ko apnay mind main rakhna chaye ya profit ko?

                              assalamu alaikum ummid hai ki aap se bilkul theek honge jab Ham trading kar rahe ho to hamen chahie ki Ham apni soch ko positive rakhe hain Ham is baat Ko mind mein rakhna chahie ke loss or profit business ka hissa hote Hain hamen lost se pareshan nahin hona chahie hamen apni galti hone se sikhana chahie agar loss hota hai tu ismein hamara fayda hoga kyunki insaan galtiyan karke sakta hai insan khata ka putla hai hamen chahie ke Jo galti karne use sikhen aik dafa jw ghlti ho jay usy dobara na daurahen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X