Forex main news se kaya faraq parta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main news se kaya faraq parta hai
    news ke bare main main ne bohat suna hai news se market main kya faraq parta hai or hum kaha se check kar skte hain news ke bare main humain kese pata chalta ha.
    :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
    Thanks in Advance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro forex main new ki ihmeat reahd ki hdi ki hy expert trader hamesha forex news ko daikhty hoy trade krty hn aur kamyab rehty hn forex news se ap ko market trends ya pair ki movement ka pta chalta hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Forex trading main news the impact padta bahut jyada hai Kafi Jyada Abadi news ho toh market ka trend bhi change ho sakta hai news main waise to trading nahi karni chahiye Agar news time trading kar Ne Bhi Hai Tu small lot use kare Kyunki Kafi dafa market one side move karti hai aur phir thodi der baad opposite move kar Jati Hai
      • #4 Collapse

        Dear news ka hamari trading pe bahot hi zayda farq parta hai news se hum market ko achi tarah samjh sakte hain aur forex k trend ko analysis kar sakte hain aur apni trading ko bahter kar sakte hain aur ye news hamare trading pe direct asar andaz hoti hai
        • #5 Collapse

          assalamu alaikum bhai Jahan Tak Mujhe Pata Hai Tu mere mutabiq news Hamari trading par bahut assarandaz hoti hai q k jb b koi big news aati hy to market ya to bohat high ho jati hy ya bohat down
          • #6 Collapse

            Dear forex trading mein news ki kafi importance hy keun k news aisi cheez hy jo saari predictions aur analysis ko ghalat saabit kr deti hy aur market mein iski wajah sey big change aata hy aur bahot sey expert traders news k time py bahot achi earning krty hain keun k unhein news ki sahi samajh hoti hy aur woh us hisab sy apna trading plan aur strategy banaty hain k loss kam sy kam aur profit ziada sey ziada ho
            • #7 Collapse

              News international issues k baad aati hain jis se traders international issues ko dekhte hoey trading kerte hain ta k apne loss se bacha ja sakey.
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay money managemnet karty huway news ko follow karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti es business main khoob time dai kar learn kar kay earning karnay main he faida hota hay esmain news bohat asaar andaz hoti hay market par humay esko lazmi follow karna chahiye tab hum market main sae reh sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main news key strength par depend karta hai ki woh market Mein Kitni fluctuation Paida karti hai agar news Zyada powerful hai to market ka trend bhi change kar sakti hai for example interest rate report in market Ke Trend Ko change kar sakte hai isliye aap ne bahut carefully Forex trading main kaam karna hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X