forex main ziada earning k liye barray account ki zarurat hoti hay ya experience?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main ziada earning k liye barray account ki zarurat hoti hay ya experience?
    dear forex trading main barray account ki zarurat hoti hay ya ziada experience ki jis say ham sab ziada earning kar sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear. Dear experience to dono soorat main hona chahye agar ap k pas bara account ha aur experience ni ha to koi faida ni ap k bary account ka aur agar ap k pas account chota ha magar experience ha to ap planning k mutabiq great earn kr sakty hain.
    Thanks dear members and forex also.
    • #3 Collapse

      zeyda profit earn karny key ley agar app ka expernice acha ho ga to kam se kam capital par be app zeyda earning kar sakty ho, account capital agar huge ho ga to es ka faida ye ho jata hay key loss asani se nahi ho sakta hay or loss recover karna be easy ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Bhai both he aik dosry k lia zarori hy aur jub ap k pass account ho ga to ap ka experience ap k kam aya ga aur ap kam sy zaida ki traf jao gy
        • #5 Collapse

          salam dosto forex mein jo earning account hai o hai tranding account hai jo ka ap tranding kar sakty hai trand laga sakty hai our asan b hai tranding karna agar apko zayda earning ki zarorat hai tu app invest b karskty o apko zayda profit da ga is mein tu invest kary tu apko zayda money yani earning meljay ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main ziada earning karna chahty hay to eskay liey humay chahiey keh ziada say ziada focus kare market main kyun keh sahi say focus kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay esmain money mangement karty huway he kam karna chahiey

            اب آن لائن

            Working...
            X