over confidence mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence mistake
    loss aur mistakes hamy ye remind karwata hay key ham trading me loss hamesha over confidence ki waja se ho jata hay esy mistakes ko mark karna chaye, market ko understand karna aur over confidence ki waja se high risk lena hamari trading ki sab se big ghalti hoti hay, jab tak esi mistakes ko control nahi kia jata ham successful nahi ho sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k over confidence ki waji sa hum aksar lose main rahatay hain hum ko chaya k jab be trade karan markit ka analysis kar kay aur emotion ko control kar k karni chaya
    • #3 Collapse

      Je bhai bilkul aesi he bat he ham main se aksar members itni hard work kr k posting krte hen pora month or jab bonus milta he to use overconfidence main zaia krdete hen islie unhen chahie k trading k doran patience se kam len to at least unka bonus zaia hone se bach jaiga.
      • #4 Collapse

        Forex trading business main lalch bohat buri cheez hai hume is main menat k sath kam krna chaiye ye hamre liye avha business hai over confide bilkal be nai krni chaiye experience k mutabiq kam krna acha hai is business main
        • #5 Collapse

          Apki bt bilkul thk ha hm jb bhi without analysis k trade lgaen ge aur over confidenc hon ge to loss he kren ge.yad rkhen trade lgany se pehly hmesha stretgy bnaen,analysis kren,indicators ko read kren usky bad trading kren to profit gain kren ge.
          • #6 Collapse

            aslam o alikoum dear brother forex trading main aap ko over confidence bhi lay dobta hai es lay take care bro
            • #7 Collapse

              G bilkul dear ap ny ek aur achha point highlight kya hey hmen greedy nae hona chahye fear nae laina over confident nae hona jis ko complacency b kehtay hn
              • #8 Collapse

                G haan dear sahee kaha hay k kabi bhee ham ko over confidence nahe hona chahey. Blkay agar ho saky to trade lagany se pehly achi tarha us ko daikh ln k aap kahin mistake to nahi karny ja ry. Agar aap mistake karin gy to aap baad ma afsos rahy ga. Koshish ye honi chahey k agar 10 pips kam bhe miln to koi baat nahe lekin jald baazi kabi na karin.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex trading kay doran traders kay sath aksar yeh masla hota hai ke woh over confidence ka shikar ho jaty hain. is ke main reason yeh hoti hai ke jab traders ko apni kuch trades mai profit hasil ho jata hai tu woh apny app ko bohot he best type ka trader samjhnay lag jaty hain aur over confidence ka shikar ho kar loss kar daite hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X