Forex main bhtr trading popular currency per ya per riskless currency per hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main bhtr trading popular currency per ya per riskless currency per hoti hai?
    Forex main business karny ke ley bahat si currency hein jin ko trader apni marzi se choose karta hai jis per kisi ko koi pabandi nai hai is ley currency choose karny se pehle ahtehat se kam lein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Currency se zaida apka market ke bare main knowledge ka hona bahat zarori hai agr ap popular cyrrency jesa ke gild aur usd hai is per trading karna cha rahay hein tuvsb se pehle ap ny market ka jaiza lena hai ke market abi kis postion main hai aur agy kahan tak jay gi phr ap ko trading main risk bhi km lgay ga aur ap acha earn bhi kar pein gy
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bilkul theek hai her banda apni sahulat kay hisab se hi currency pair ko select karta hai aur kuch logon ka aik currency pair mein experience ho jata hai jis per woh trading karna pasand karnay hain aur uss mein woh profit bhi hasil kartay hain
      • #4 Collapse

        Apki bt se m agree krta hun lekin jahan tk mera khyal ha to trading hmesha pooular currency pe krni chahiye aur aisi currency ji m movement bht hoti ho.jesa k gold aisi currency ha jo hr lehaz se best ha.aur m bhi hmesha gold pe he trading krta hun.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main kam say kam risk lain gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay money managemnet karty huway trading karnay main he faida hota hay tab ha hum esmain safe reh sakty hay es business main lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach main loss he hota hay

          اب آن لائن

          Working...
          X